Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Lack Of Orgasm Cure - Orgasm Hasil Na Karna - Elaj 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
30861
 
Lack Of Orgasm Cure

  ya char din kay ba'ad mubashrat karti to woh orgasm hasil karleti aur agar ek do din ba'ad mubashrat karti to usey bazer ko zyada mushta'el karney ki zaroorat parti. Jab ma'aloom ho jaey kay kon si cheez aap kay orgasm mein muaawin hai to phir shaoori tor per usey kar kay humesha orgasm hasil karein. Woh aurtein jinhon ney kabhi orgasm hasil nahin kya ya zindagi mein chund bar hasil kya unka ilaj nisbatan aasan hai ilaj kay ahem tariqey darj zael hain:

  1. Iss masley ki wajoohaat ka baghor ja'eza lein aur inka tadaruk karein sex kay hawaley sey khadshaat aur ghalat fehmiyon ko duur kya jaey iss kay liye humari kitaab 'Sex Education…Sab Kay Liye' ka muta'alla bey hudd mufeed hai.
  2. Guzishta ek baab mein orgasm kay husool kay bohut sey tariqey bataey gaey hain aksar khawateen inko istaemaal kar kay orgasm hasil kar sakein gi.
  3. Mubashrat kay doran aap tasawwur karein kay aap apni faraj kay zaryay haan'pney kay andaz mein saans ley rahi hain.
  4.  Mubashrat kay doran apney sareen aur maq'ad kay muscles ko tight karein.
  5. Dakhool kay ba'ad haa'npney kay andaz mein taez saans lein iss sey jinsi jazbaat mushta'il hotey hain aur orgasm kay husool mein aasaani ho jati hai.
  6. Orgasm hasil na karney ki wajah muscles ki kamzori bhi hai inn muscles ko mazboot karney ki wajah sey faraj ki deewaron ki hassasiyat barh jati hai aur mubashrat zyada lutfangaez ho jati hai jis sey orgasm hasil karney kay imkaanaat bhi barh jatey hain Dr.Kegel ney
 
 
<< Next       Prev >>
162163164165166167168169170171172
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012