Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Lack Of Orgasm - Orgasm Hasil Na Karna  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
66172
 
Lack Of Orgasm

Chapter – 6

Orgasm Hasil Na Karna

Lack Of Orgasm

    Female Problems (Aurton kay jinsi masail) mein sab sey aam masla orgasm hasil na karna hai yeh masla kabhi ek dum aur kabhi ahista ahista paeda hota hai mukhtalif researches aur survey batatey hain kay 10% khawateen orgasm hasil nahin kartiin aur 20% kabhi kabhar hasil karti hain ta'hum Dr.Kaplan ka khayal hai kay agar koi jismani kharabi na ho to har aurat orgasm hasil kar sakti hai orgasm hasil karney wali khawateen do tarah ki hoti hain:

  1. Woh khwateen jinki jinsi khwahish hi kam hoti hai le'haza yeh khawateen jinsi amal mein purjosh nahin hotiin, chuna'ncha orgasm hasil nahin karpatiin.
  2. Woh khawateen jo shadeed jinsi khwahish rakhti hain jinsi amal mein bharpoor hissa leti hain aur foreplay sey lutfandoz hoti hain unki faraj mein pani bhi aata hai magar yeh orgasm hasil nahin kar patiin.

    Orgasm Hasil Na Karney Ki Teen Aqsaam

1.      Woh aurtein jinhon ney kabhi orgasm hasil nahin kya unko ilm hi nahin hota kay yah kaisa hota hai.

2.      Woh aurtein jo kabhi kabhar orgasm hasil karti hain ya woh aurtein jo pehley orgasm hasil karti thiin magar ab hasil nahin kartiin.

 
Lack Of Orgasm - Orgasm Hasil Na Karna
 
<< Next       Prev >>
158159160161162163164165166167168
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012