Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | More Methods Of Birth Control - Zabt e Wiladat Kay Tariqey 3  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
40547
 
More Methods Of Birth Control

yeh sab sey zyada mua'sser tariqa hai naakami ki sharah sirf 1.5 ta 5% tak hai aur naakami amooman pehley teen maah mein hoti hai. Agar iss kay sath foam ya condom istaemal kya jaey to kaamyabi  ki sharah 100% hoti hai yeh humesha kisi maahir doctor sey rakhwaee jati hai, agar isey theek andaz sey na rakha ja sakey to phir yeh khatarnaak ho sakti hai. Iss sey rahem mein surakh ho sakta hai jo kay muhlik ho sakta hai, iss sey rahem mein infection bhi ho sakta hai iss tarah kay problem 10 ta 20% aurton ko ho saktey hain aisi surat amooman IUD rakhney kay foran ba'ad paeda hoti hai.

  1. Diaphragm ek makhsoos shakal ka rubber ka tukra hota hai jo faraj kay ander daakhil kya jata hai jo kay bacha daani kay mu'nh per aa jata hai yeh sperm ko bachey daani mein janey sey rokta hai isey mubaashirat sey 6 ghantey pehley daakhil kya jata hai aur ba'ad aza'n 6 ta 16 ghantey tak rehney diya jata hai. Agar isey andazey sey istaenal kya jaey to naakami ki sharah sirf 2% lekin agar isey munasib andaz sey istaemal na kya jaey to naakami ki sharah 18% tak barh jati hai. Iss kay burey asraat bohut kam hain behter hai kay isey zyada der na rakha jaey bul kay 6 ta 8 ghantey ander rahey.
  2. Yeh sperms ko maar detey hain inko faraj kay ander rahem kay mu'nh per lagaya jata hai. Mubashrat kay ba'ad 6 ta 8 ghantey rehna chahiyie. Inn mein cream aur jelly kam mu'asser aur foam nisbatan zyada mu'asser hai inki naakami ki sharah kafi zyada 25% tak hai

 
More Methods Of Birth Control - Zabt e Wiladat Kay Tariqey
 
<< Next       Prev >>
155156157158159160161162163164165
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012