Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Lack Of Orgasm - Physiological Reasons - Jismani Wajoohaat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
37185
 
Lack Of Orgasm - Physiological Reasons

    Ba'az khawateen orgasm kay husool kay silsiley mein apni zarooriyat sey apney khawand ko aagaah nahin kartiin jis ki wajah sey unn kay jinsi jazbaat poori tarah nahin ubhartey aur khawand mukammal jinsi ishti'aal sey pehley hi mubashrat shuru kar deta hai. Aisi surat mein aurat ko kam az kam 10 minute tez stroking ki zaroorat hoti hai jo kay woh nahin laga sakta chuna'ncha biwi orgasm hasil karney mein naakam rehti hai orgasm hasil na karney ki ek ahem wajah khawand ka surat e inzal (premature ejaculation) ka masla hai jiski wajah sey woh mubashrat kay amal ko zyada der tak jari nahin rakh sakta.

    Jaisa kay peechey bataya ja chuka hai kay aurton ki bari ta'adaad ko orgasm kay husool kay liye bilawasta bazry ishti'aal (clitoral stimulation) ki zaroorat hai aam haalaat mein zakar bilawasta bazer ko touch nahin karta iss surat mein ungli sey bazer ko mushta'il karney ki zaroorat hoti hai magar ba'az khwateen la ilmi ki wajah sey usey bura samajhti hain aur ta'awwun nahin kartiin nateejatan orgasm sey mehroom rehti hain.

    La ilmi ki wajah sey mian biwi mubashrat kay aisey tariqey istaemaal kartey hain jin mein orgasm ka husool bohut mushkil hota hai.

 

Jismaani Wajoohaat (Physiological Reasons)

  Aam jismani wajoohaat darj zael hain:

    Jinsi nizam mein kharabi, nervous system mein kharabi, hormones ka adum tawazun, andam e nihani mein waram aur sozish, zyada umr,

 
 
<< Next       Prev >>
160161162163164165166167168169170
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012