Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Jadeed research foreplay (mohabbat ka khel) ko bohut zyada ahmiat deti hai kaha jata hai kay jinsi amal mein sab sey zyada lutf angaez cheez foreplay (mohabbat ka khel) hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Foreplay - Mohabbat Ka Khel  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
237137
 
Foreplay

Mohabbat Ka Khel

Foreplay

    Jadeed research foreplay foreplay (mohabbat ka khel) ko bohut zyada ahmiat deti hai kaha jata hai kay jinsi amal mein sab sey zyada lutf angaez cheez foreplay (mohabbat ka khel) hai jab kay mubashrat to lutf ka khatima hai. Allah kay nabi ney 1400 saal pehley hi jinsi khel sey pehley mubashrat sey mana farmaya yani foran mubashrat shuru na ki jaey. Wa'zeh rahey kay bos o kinar sey na wuzu toot'ta hai aur na hi roza. (abu daud, nisaee, ahmad, bukhari, muslim)

     Fitri tor per mard jinsi tor per bohut jald beadaar ho jata hai aur foran mubashrat kay liye tayyar ho jata hai aur do, teen minute mein inzal hasil kar leta hai, iss tarah iss ka saara amal teen, char minute mein mukammal ho jata hai. Iss kay bur'aks aurat kay jinsi jazbaat jald beadaar nahin hotey, jinsi baedaari kay liye usko mard ki nisbat 10 gunaa zyada waqt ki zaroorat hai yani aurat ko jinsi baedaari aur orgasm hasil karney kay liye kam az kam 30 minute ki zaroorat hai. Jinsi baedaari kay liye aurat ko kam az kam 20 minute ki chaer chaar, ishti'aal aur foreplay (foreplay (mohabbat ka khel)) ki zaroorat hai, chu'n kay humarey haan mard o khawateen iss baat sey aagah nahin jis ki wajah sey khawateen ki bohut bari ta'adaad jinsi lutf sey mehroom ho kar jinsi dilchaspi kho deti hain.

     Aurat apney saarey jism ko chuna pasand karti hai woh chahti hai kay pehley uss kay kam hassas hissey ko chu'aa jaey,

 

 
Foreplay - Mohabbat Ka Khel
 
<< Next       Prev >>
3839404142434445464748
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012