Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Last Trimester Of Pregnancy - Hamal Kay Aakhri Maheeney  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
78004
 
Hamal Kay Aakhri Maheeney

 Iss tarah kuch doosrey maahireen kay mutabiq hamal kay aakhri 6 hafton mein behter yehi hai kay mubashrat na ki jaey aakhri hafton mein mubashrat ki wajah sey labor pains (labor ka dard) pehley shuru ho sakta hai iss tarah bacha waqt sey pehley paeda ho jata hai.

    Hamal kay 6 maah pehley tak to aam haalaat ki tarah mubashrat ki jasakti hai aur itni hi baar ki ja sakti hai jitni bar pehley hoti rahi hai albatta aakhri maah perhaez karna behter hai iss doran biwi khawand ko mutabadil jinsi tariqon (sexual satisfaction alternatives) sey jinsi sukoon muhayya kar sakti hai. Hamal kay doran khusoosan aakhri mahinon mein mubashrat ka missionary tariqa yani aurat neechey waley tariqey ko bilkul tark kardiya jaey albatta ibteda'ee dinon mein ek do maah yeh tariqa istaemaal kya ja sakta hai. Hamal kay doran mubashrat ki sab sey behter position pehlu ba pehlu (side by side) hai iss kay elawa aagey peechey wala tariqa (rear entry) bhi ikhtiyar kya ja sakta hai. Hamal kay aakhri chund hafton kay doran missionary tariqa ikhtiyar karney sey jhilli qabal az waqt phatt jati hai aur bachey ki paeda'esh qabal az waqt ho jati hai.

    Delivery kay ba'ad aurat kay jinsi radd e amal mein 50 % kam aa jati hai magar 3 hafton kay ba'ad uski jinsi khwahish wapis aa jati hai aur woh normal ho jati hai jaisa kay pehley bataya ja chuka hai Master & Johnson kay mutabiq delivery kay 3 hafton kay ba'ad mubashrat ki ja sakti hai lekin agar aurat ko khoon aa raha ho ya operation hua ho to khoon kay bund honay aur zakhm kay mundamil honay ka intezar karna chahiyie.

 

 
Last Trimester Of Pregnancy - Hamal Kay Aakhri Maheeney
 
<< Next       Prev >>
145146147148149150151152153154155
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012