Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Reproduction in humans (Bachey ki takhleeq) baap kay sperm aur maan kay baezey kay milaap sey hoti hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Reproduction In Humans - Bachey Ki Takhleeq  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
73487
 
Reproduction In Humans - Bachey Ki Takhleeq

 Reproduction in humans (Bachey ki takhleeq) baap kay sperm aur maan kay baezey kay milaap sey hoti hai baap kay sperm mein X aur Y chromosome hotey hain jab kay maan kay baezey mein sirf X chromosome hotey hain. Y chromosome chotey aur naazuk hotay hain inki quwwat-e-mudafe'at bhi kam hoti hai jab kay X chromosome nisbatan barey aur mazboot hotey hain inn ki quwwat-e-mudafe'at bhi zyada hoti hai yeh sukht jaan bhi hotey hain.

    Jab baap ki taraf sey Y chromosome maan kay X chromosome kay sath milap karta hai to larka paeda hota hai aur jab walid ki taraf sey X chromosome maan kay X chromosome kay sath milap karta hai to larki paeda hoti hai iss sey ma'aloom hua kay aulaad ki jins ka inhisaar mard per hai na kay aurat per.

    Dr. Shettles kay tariqa kaar ki bunyaad iss baat per hai kay mubashrat jitni ovulation (baeza raezi) kay qareeb hogi utna hi betey kay imkaanaat zyada hongey iss kay elawa ba'az doosrey anasir bhi bohut ahem hain maslan sperm ki ta'adaad (sperm count) agar zyada hogi to larkey kay imkaanaat zyada hongey aur agar sperm ki ta'adaad kam hogi to larki kay imkaanaat zyada ho jatey hain. Isi tarah agar aurat mein taezaabiyat zyada ho to naazuk Y chromosome mar jaeingey jab kay X chromosome zinda rahengey to iss surat mein larki kay imkaanaat zyada hongey iss kay elawa mubashrat ka tariqa bhi ahem hai mubashrat ka aisa tariqa ikhtiyar kya jaey jis mein sperm qazif naaliyon mein chaley jaein hum Shettles ka tariqa istaemaal kartey hain humari apni kaamyaabi ki sharah 90% sey zyada hai.

 
 
<< Next       Prev >>
142143144145146147148149150151152
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012