Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Aurat kay pregnancy kay liye Intercourse (mubashrat) aur dakhool (penetration) zaroori nahi.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Pregnancy Without Intercourse - Hamal Baghaer Mubashrat  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
68092
 
Pregnancy Without Intercourse - Hamal Baghaer Mubashrat

 Inn jinsi tasawwurat mein aurat kisi kay sath foreplay aur mubashrat  sey lutfandoz hoti hai. Agar yeh tasawwurat zaroorat sey zyada hun to phir yeh normal azdawaji zindagi mein rukawat sabit hotey hain. Meri ek 28 saala married client apney husband kay sath mubashrat (Intercourse) mein bharpoor shirkat nahi karti. Iss ney mujhey bataya kay woh tasawwur ki madad sey zyada jinsi lutf hasil kar leti hai aur woh 6 or 7 saal ki umer sey tasawwurat ki madad sey lutf hasil karti aa rahi hai. (Hyde) 

Aurat Baghair Mubashrat Kay Haamla Ho Sakti Hai: 

(Pregnancy Without Intercourse)

    Aurat kay pregnancy kay liye mubashrat (Intercourse) aur dakhool (penetration) zaroori nahi. Aisi examples mojood hain kay ek larki pregnant ho gaee halan kay iss ney mubashrat (Intercourse) nahi ki. 22 saala Margaret check up kay liye apni family doctor kay pass gaee. Doctor ney iss ko bataya kay woh pregnant hai aur woh shadeed ghussey mein aa gaee. Iss ney cheekhtey huey doctor ko bataya kay iss ney kabhi mubashrat (Intercourse) nahi ki to pregnancy kaisey ho sakti hai. Isey bataya gaya kay baaz auqat mubashrat (Intercourse) kay baghaer foreplay kay doran mard ka discharge ho jata hai agarcha discharge vagina sey baher hua ho magar vulva kay ooper hua ho iss tarhan mani (seminal fluid) ka ek aadh drop vulva kay ander chala jata hai aur wahan sey sperm vagina mein chaley jatey hain. Issi tarhan agar aurat ek aisey kaprey sey apni vagina ko saaf karey jis per mard ki mani (semen) lagi ho to iss soorat mein bhi larki ko pregnancy honay ka imkaan hai. (Kothram: Reuben)

 

 
Pregnancy Without Intercourse - Hamal Baghaer Mubashrat
 
<< Next       Prev >>
166167168169170171172173174175176
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012