Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Jinsi beemari ka khauf aur sharab noshi male impotence (namardi) kay causes (wajah) ho saktey hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Male Impotence Causes - Erectile Dysfunction - Namardi 6  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
30791
 
Male Impotence Causes - Erectile Dysfunction

 Inn afrad mein sey kuch apni mardana quwwat ko check karney kay liye kisi paeshawar aurat kay pass jatey hain. Aap kabhi bhi aisa na karein. Kabhi mardana quwwat ko check karney kay liye kabhi zina na karein. Ek to yeh gunah e kabira hai doosra iss mein khatarnak jinsi beemari lagney kay bharpoor chances mojood hotey hain. Teesrey iss koshish mein fard phir nakami kay khauf sey nakam ho jata hai. Aur iss tarhan iski namardi sabit ho jati hai. Halankay aisa fard bilkul normal hota hai aur isey nafsiyati elaj ki zarorat hoti hai.

Jinsi Beemari Ka Khauf:

    Jinsi beemari ka khauf bhi insan ki jinsi karkardegi ko kam aur khatam kardeta hai. Mera ek mareez ek paeshawar aurat kay pass gaya. Junhi woh mubashrat (Intercourse) shuru karney laga to foran usko khayal aya kay kahin isko AIDS na lag jaey to foran iss ka tanau (erection) khatam ho gaya. Phir woh taweel arsey tak iss qabil hi na raha.  

Sharab: 

    Sharab shuru mein insan ko jinsi tor per stimulate karti hai. Magar baad mein yeh tanau (erection) ko mutassir karti hai. Hatta kay zyada sharabnoshi insan ko namard bana kar uski azdawaji zindagi aur khushion ko khatam kardeti hai.

 

 
Male Impotence Causes - Erectile Dysfunction - Namardi
 
<< Next       Prev >>
117118119120121122123124125126127
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012