Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Yeh baat 100% ghalat hai kay mani kay ikhraj sey sehat per burey asraat partey hain bul kay haqeeqat yeh hai kay mani ka ikhraj sehat kay liye bohut mufeed hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Seminal Fluid Discharge And Health In Urdu  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
69441
 
Seminal Fluid Discharge And Health

Mani (semen) Ka Ikhraj Sehat Kay Liye Nuqsandeh Hai? 

     Yeh baat 100% ghalat hai ka mani (semen) ka ikhraj sey sehat per burey asraat partey hain bul kay haqeeqat yeh hai kay mani (seminal fluid) ka ikhraj sehat kay liye bohut mufeed hai. Kyun kay iss kay ikhraj sey insan ko hamesha zehni aur jismani sukoon milta hai jis sey sehat achi hoti hai na kay kharab. Iss liye naee shaadi ki sorat jab naujawan zyada mubashrat (Intercourse) kar kay zyada mani (semen) kharij kartey hain to inki sehat kharab honay ka bajaey behter hoti hai aur aksar naujawan shadi kay baad motey ho jatey hain. (Time:Zakir:Mobeen)

Mani (semen) Ki Miqdaar Mein Kami Mardana Kamzori Ki Alamat Hai?

    Mani (seminal fluid) kay hawaley sey ek aam khayal yeh bhi hai kay agar inzal (ejaculation) ka waqt kam miqdar mein mani (semen) kharij ho to yeh jinsi mardana kamzori (erectile dysfunction) ki alamat hai. Iss ka haqeeqat sey door ka bhi koi ta'alluq nahi. Mani (semen) ki amount ka inhisar kay baton per hai. Naujawano mein mani (seminal fluid) ki miqdar zyada hoti hai. Magar 50 years kay baad iss ka amount kam ho jata hai. Issi tarhan agar jaldi jaldi mani (semen) kharij kari jai yani rozana mubashrat (Intercourse) kari jaey to bhi mani (semen) ka amount kam hoga aur agar week mein ek bar mubashrat (Intercourse) ki jaey to mani (seminal fluid) ka amount zyada hoga. Issi tarhan agar insan sexually zyada stimulate ho yani foreplay lamba ho to bhi zyada miqdar mein mani (semen) kharij hogi. Waisey Master and Johnson ki research kay mutabiq average 1 inzal (ejaculation) mein 3.5 ml mani (semen) kharij hoti hai. (Mobeen:Koth Ram)

 
Seminal Fluid Discharge And Health In Urdu
 
<< Next       Prev >>
7980818283848586878889
 
Tell a Friend
 
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012