Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Haqeeqat yeh hai kay yeh koi beemari nahi yeh urethral gland sey nikalney wala material hota hai jo usually uswaqt nikalta hai jab insan peeshab yeh stool kay liye zor lagata hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Jiryan Dhat Syndrome - Misconceptions About Seminal Fluid  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
60181
 
Misconceptions About Seminal Fluid
  1. Ahsas e kamtari tari hojati hai aur kisi sey ankh mila ka bat karna ka hosla nahi rehta.
  2. Gatherings mein janey sey khouf sa mehsoos hota hai.

Mani (seminal fluid) johar e hayat hai iss kay zaya honay sey zindagi ka chiragh timtimaney lagta hai aur isski roshni kam honay lagti hai.

Yeh Sab Ghalat Hai:

    Agar aap kabhi Sunday kay newspapers kay ads aur dewari ads ka jaeza lein to mehsoos hoga kay sari nation jinsi mareez hai aur iss nation ka sab sey bara problem jiryan hai. Naujawan iss kay elaj per hazaron rupee kharch kar detey hain magar kuch farq nahi parta. Haqeeqat yeh hai kay yeh koi beemari nahi yeh urethral gland sey nikalney wala material hota hai jo usually uss waqt nikalta hai jab insan peeshab  ya stool kay liye zor lagata hai. Baz auqat sexual stimulation ya ehtilam waghaera ki wajah sey kuch mani (seminal fluid) kharij ho jati hai chun key peehsab ki naali seedhi nahi bul kay English kay letter S ki shakal ki hai jiski wajah sey sari mani (seminal fluid) kharij nahi hoti bul kay mani (seminal fluid) kay 1 ya 2 qatrey (drops) peeshab ki naali kay neechey waley curve hissey mein reh jati hain. Chunkay urine aur mani (seminal fluid) kay ikhraj ka ek hi rasta hai chunacha baad mein jab insan urine pas karta hai to yeh bachi hui mani (seminal fluid) urine ka pehla drop kay sath bahir aa jata hai.

    Medical science ki nazar mein jiryan ki koi ahmiyat nahi aur na hi yeh kisi beemari ya kamzori ki alamat hai iss kay elaj ki koi zarorat nahi kyun kay yeh ek natural process hai.

 

 
Jiryan Dhat Syndrome - Misconceptions About Seminal Fluid
 
<< Next       Prev >>
8283848586878889909192
 
Tell a Friend
 
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012