Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Kuch naujawan urine drops problem (peeshab karney kay baad qatrey aaney) ki shikayat kartey hain. Yeh bhi koi beemari nahi aur na hi iskay elaj ki zaroorat hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Post Micturation Dribble - Drops After Urine - Cure  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
69571
 
Post Micturation Dribble - Drops After Urine - Cure

 Chu'nkay mani (seminal fluid) aur urine kay ikhraj ki ek hi naali hai chunacha jinsi tor per stimulate honay per urine sey pehley aur baad white material ka ikhraj ek normal process hai na kay koi  beemari. Iss liye iss silsiley mein fikar mand honay ki koi zarorat nahi. Albatta agar sexual stimulation mein yeh liquid kharij nahi hota to yeh baat fikar ki hai.

    Iss hawaley sey ek aur ahem baat zehen mein rahein kay inn qatron (drops) sey kaprey napak nahi hotey aur na hi iss sey ghusl farz hojata hai. In qatron (drops) kay baad penis ko wash kar lena kafi hai. Dress ko dhoney ki zaroorat nahi. Inn per sirf paani chirrak diya jaey aur ghusl kay bajaey sirf wazoo kar liya jaey. Hazrat Muhammad (P.B.U.H) kay ek sahabi ko yeh masla tha to Hazrat Muhammad (P.B.U.H) sey masla poocha gaya. Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ney farmaya kay uzoo ko dho kar, kapron per paani spray karliya jaey aur wuzu kar liya jaey. (Muslim). In qatron ko usually mazzi kaha jata hai.

Peeshab Kay Qatrey (urine drops) Girna: 

    Kuch naujawan peeshab karney kay baad qatrey (urine drops) aaney ki shikayat kartey hain. Darasal urine ki nali na sirf lambi hoti hai bul kay seedhi nahi hoti bul kay iss ki shakal English kay letter S jaisi hoti hai, jis naujawan ki yeh naali zara zyada curve ho to iss kay nichley hissey mein urine kay kuch qatrey (drops) reh jatey hain. Yeh bhi koi beemari nahi aur na hi iss kay elaj ki zaroorat hai. (Zakir:Mobeen). Iss masley ko hal karnay ka aasan tareeqa yeh hai kay urine pas karney kay baad kuch second intizar karein takay sara urine achi tarhan kharij hojai.

 
Post Micturation Dribble - Drops After Urine - Cure
 
<< Next       Prev >>
8586878889909192939495
 
Tell a Friend
 
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012