Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Peeshab ka yeh doodhiya pan peeshab (urine) mein Phosphate ya Albumin ki ziyadti ki wajah sey hota hai. Magar yeh koi beemari nahin.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Phosphate In Urine - Albumin In Urine - Peeshab Ka Doodhiyapan  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
50597
 
Phosphate In Urine - Albumin In Urine

 Peeshab ka yeh doodhiya pan peeshab (urine) mein phosphate ki ziyadti ki wajah sey hota hai. Jo usually zyada sabzi khaney waley logon mein paya jata hai. Laikin har sabzi khaney waley kay urine mein phosphate ki ziyaditi nahi hoti. Magar yeh ziyati koi beemari nahi aur na hi iss ka jinsi kamzori ka sath koi ta'alluq hai lihaza iss ka elaj ki koi zarorat nahi. Essi tarhan baz dafa dawa khana sey bhi peeshab ka colour change hojata hai.

    Doodhiya pan ki dusri wajha peeshab mein aik material albumin ka shamil hona hai. Iss ka bhi jinsi kamzori ka sath koi ta'alluq nahi yeh kidneys ki kharabi ko zahir karta hai magar aisa bohut hi kam hota hai. Iss ka elaj karaya jai. Ap apna tor per bhi peeshab ko check kar saktain hain ka yeh albumin hai yeh phosphate. Iss ka liye glass mein thora sa peeshab lain. Iss mein nomak ka acid ka 2 to 3 qatrey (drops) dalain. Agar peeshab white hojai to phosphate ki ziyati hogi aur agar white na ho to albumin ki alamat hogi. Es sorat mein kisi achai urologist sey rabta karain. (Dastoor)

    Baaz mardon ki mani (semen) mubashrat (Intercourse) ka doran bladder mein chali jati hai jis sey urine doodhiya hojata hai. Eski wajha usually peeshab ki nali ka operation hota hai. Yeh nuqsan deh nahi. Mani (semen) khud ba khud baad mein peeshab (urine) ka sath kharij hojati hai laikin behter hai ka kisi doctor ko check karaya jai. (Zakir)

 

 
Phosphate In Urine - Peshab Ka Doodhiyapan
 
<< Next       Prev >>
8889909192939495969798
 
Tell a Friend
 
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012