Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Puraney daur sey yeh baat mashhoor chali aa rahi hai kay woh mard (men) jin kay jism (body) per zyada aur ghaney baal (hair) hotey hain woh zyada mardana quwwat rakhtey hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Men's Body Hair - Mard Kay Jism Per Baal  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
61640
 
Men's Body Hair - Mard Kay Jism Per Baal

 Usually mard aurat ko dekh kar jinsi tor per stimulate hota hai jab kay aurtein dekhney sey zyada pyar muhabbat ki guftugu sey stimulate hoti hain. Iss liye aam bey pardigi ki wajah sey mard jinsi tor per comparatively jald stimulate ho jata hai. (Hyde:Zakir:Zilbergeld) 

Mard Kay Jism Per Baal: Hair On Men's Body 

    Puraney daur sey yeh baat mashhoor chali aa rahi hai kay woh mard jin kay jism per zyada aur ghaney baal hotey hain woh zyada mardana quwwat rakhtey hain. Issi tarhan woh mard jin kay jism per baal nahi hotey woh jinsi tor per kamzor hotey hain. Baal kay honay yeh na honay ka mardana quwwat kay sath hargiz koi ta'alluq nahi. Issi tarhan mardon kay chest per paeda honay waley baal kay barey mein bhi kuch logon ka khayal hai kay agar yeh zyada ghaney hon to aisey naujawan zyada mardana quwwat aur jinsi desire (libido) rakhta hai, lekin research sey yeh baat sabit nahi ho saki. Doosrey alfaz mein yeh aik bey buniyad concept hai kay chest per zyada baal, ghaney baal black hairs ka sex kay sath koi ta'alluq hai.

Ganja Pan Mardangi Ki Alamat? 

    Kuch logon mein yeh baat mashhoor hai kay ganjey aadmi doosron ka muqabley mein zyada mardana quwwat rakhtey hain. Yani ganja pan mardana quwwat ki alamat hai. Arasto ka khayal tha ka jinsiyat mein intihai dilchaspi ganjai pan ki wajha hai.

 

 
Men\'s Body Hair - Mard Kay Jism Per Baal
 
<< Next       Prev >>
101919293949596979899100
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012