Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Neem Hakeemon ka khayal kay mutabiq mani (semen) aik bohut qeemti cheez hai. Darasal mani thook sey ziyda qeemti nahi aur iss kay banney mein jism ki itni hi taqat sarf hoti hai jitni thook bananey mein.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Misconceptions About Seminal Fluid - Mani Kay Barey Mein Ghalat Fehmiyan  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
79059
 
Misconceptions About Seminal Fluid

Mani Kay Hawaley Sey Mashhoor Ghalat Fehmiyan

 

Misconceptions About Seminal Fluid

 

Mani Ek Qeemti Cheez Hai – Khoon Sey Bhi Qeemti?

 

    Neem Hakeemon ka khayal kay mutabiq mani (seminal fluid) johar-e-hayat aur ek bohut qeemti cheez hai. Famous formula hai kay 100 qatrey (drops) desi ghee ka to ek drop khoon ka aur 100 qatrey (drops) khoon kay to ek drop mani (seminal fluid) ka. Yani mani (seminal fluid) ka behna khoon kay behney sey bhi zyada qeemti hai. Mera ek naujawan client es khayal ki wajha sey pagal hogaya kyun ka iss ka khayal tha ka yeh ek bohut qeemti cheez hai. Ek bar yeh naujawan musht zani (masturbation) kar raha tha. Inzaal (ejaculation) ka kareeb esko khayal aya ka to ek bohut qeemti cheez hai to esna mani (seminal fluid) ko collect kara aur drink kargaya.

 

    Latest research sey sabit howa hai ka mani (seminal fluid) quwwat-e-hayat nahi aur na hi yeh khoon sey qeemti hai aur na hi iss ka khoorak kay sath direct koi ta'alluq hai. Agar hota to ghareebon kay bachey paeda hi nahi hotey. Mardana kamzori ki wajha sey enki biwiyan bhag jatin. Ek Indian doctor Kaiwal Dheer nai hisab kitab kar kay andaza lagaya hai ka agar mani (seminal fluid) waqai khoon sey qeemti hai to ek bar inzal (ejaculation) sey khoon ki ek bottle (500ml) nikal jati hai. Bohut sey logon nai kabhi na kabhi din mein 2 bar musht zani (masturbation) zaror kari hogi. Iss surat mein 2 bottles khoon ki nikalnay kay baad woh zinda kaisay rahey. Mera woh client jo din mein 15 bar tak kar leta tha isey to kisi bhi surat zinda nahi hona chahiya jab kay woh na sirf zinda hai bul kay healthy hai aur bachey paeda kar raha hai. Darasal mani (seminal fluid) thook sey ziyda qeemti nahi aur iss ka banney mein jism ki etni hi taqat sarf hoti hai jitni thook bananey mein. (Dastoor:Zakir:Mobeen)

 

 

 
Misconceptions About Seminal Fluid - Mani Kay Barey Mein Ghalat Fehmiyan
 
<< Next       Prev >>
7475767778798081828384
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012