Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Infiraadi ikhtilafaat ki wajha sey mani (semen) ki quality mein farq hota hai. Jiska mardana quwwat kay sath koi taalluq nahi. Mani ka siwaey bachey paeda karney kay aur koi function nahi isliye iski quality ki bhi koi ahmiyat nahi.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Seminal Fluid Quality - Mani Ki Quality Mein Farq  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
76911
 
Seminal Fluid Quality - Mani Ki Quality Mein Farq

 Infiraadi ikhtilafaat ki wajha sey mani (seminal fluid) ki quality mein farq hota hai. Jiska mardana quwwat (potency) kay sath koi ta'alluq nahi. Mani (seminal fluid) ka siwaey bachey paeda karney kay aur koi function nahi isliye iski quality ki bhi koi ahmiyat nahi. Mani (seminal fluid) sperms kay ikhraj kay liye ek carrier hai yani iss ka zariyey sperms bahir aatey hain. Iss kay elawa mani (seminal fluid) mein protien aur sugar waghaira ki sorat mein sperms kay liye khoorak hoti hai. Lehaza mani (seminal fluid) ki quality ka hawaley sey hargiz pareshan honay ki zarorat nahi hai. Mani (seminal fluid) urine aur stool ki tarhan napak nahi. Kuch ulma esko bilkul napak samajhtey hain aur baaz issey khafeef napak samajhtey hain. Lehaza dry mani (seminal fluid) ko ragarna hi kafi hai. Hazrat Ayesha Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ki dry mani (seminal fluid) ko ragar kar saf kardiya karti theen aur wash nahi karti thee albatta geeli mani (seminal fluid) ko dhoya karti thee aur Hazrat Muhammad (P.B.U.H) unhi geeley kapron mein namaz kay liye masjid jaya kartey thai. Hazrat Ayesha  farmati hain ka "Mein Hazrat Muhammad(P.B.U.H) ka kapray sey mani (seminal fluid) ko mul deti phir Hazrat Muhammad(P.B.U.H) iss mein namaz parhtey". (Muslim)

   Aik dusri hadees mein ap farmati hain ka "Hazrat Muhammad(P.B.U.H) ka kapra sey mani ko mein dhoti phir Hazrat Muhammad(P.B.U.H) namaz ka liye tashreef laijatai aur dhona ka neshan usmai hota". (Bukhari,Muslim)

    Es silsila mein aik ahem masla yeh hai ka agar mani (seminal fluid) lutf ka sath yeh phir puri tarhan baghair lutf sey nikal jai to insan per ghussal farz hojata hai.

 

 
Seminal Fluid Quality - Mani Ki Quality Mein Farq
 
<< Next       Prev >>
7374757677787980818283
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012