e. Ab doosri ba'ad wali tasweer ko chota kartey jaein hutta kay yeh ek nuqta ban jaey, aap ney aksar TV per dekha hoga kay bari tasveer sukarr kar nuqta ban jati hai aur nuqta phel kar tasveer ban jati hai. f. Ab iss nuqtey ko pehli tasweer kay darmiyan mein rakhein aur 'shoo'n' ki aawaz nikal kar iss nuqtey ko taezi kay sath phela dein kay yeh tasveer ko dhaa'np ley. Iss tarah yeh mushq 10 baar karlein, ba'ad aza'n dobara karlein. Agar aap nuqtey ko phelaney mein chund seconds sey zyada waqt leingey to yeh tariqa mu'asser na hoga. Lehaza nuqta ko bohut taezi kay sath sath phaelaein.
-
Allah kay Nabi ney hum naujawano'n ko hukum diya kay woh roza rakhein kyun kay yeh qata'e shahoot hai.
|