Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
 
    Start New Topic  My Profile
 

Kya Islam Mein Pyar Kerna Jaiz Hai?

Social Problem
 
 
 
MOHD PARVEZ Group: Members  Joined: 15th Nov, 2012  Topic: 1  Post: 1  Age:  20  
Posted on:16th Nov 2012, 12:22am
 

Kya Islam Mein Pyar Kerna Jaiz Hai?

Assalamualaikum dr . Sahab aur sab logo ko. Mera yeh sawal hai ki mai ek se ladki se pyaar karta hu . Woh bhi school ke dino . Lekin dr . Sahab mera yeh sawal hai ke kya islam iski ezazat deta hai . Zara tafseel se batai . Kyun ki jaanta chahta hu jo mai karraha hu woh sahi hai ya galat . Plz reply kijiye . Allah hazif . Allah hum sab ki hifazat farmaye .
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 110  Post: 6307  Age:  53  
Posted on:16th Nov 2012, 2:36am
 

naa.mahram

1. islam maiN naa.mahram baaligh laRkay laRki ka apas maiN milna julna, free ho kar baat cheet karna, yeh sab allowed nahi hai ... piyaar karna, romance karna, romaanwi bataiN karna, outing karna, aik doosray ko touch karna yeh sab bhi allowed nahi hai.aur HARAM hai

2. albattah agar kissi ko koi laRki ya laRka acha lagay, aur woh oss say shadi karna chaahay to sirf iss gharz say aik doosray say direct yaa kissi aur ki maarfat raabitah karkay shadi ka paighaam dia jasakta hai... chand logouN ki maujoodgi maiN aik doosray ko apnay gharouN k patay diyeh jasaktay haiN takay donouN karents aik doosray say contact karkay baat ko agay baRha sakaiN

3. islam love after wedding ka qaail hai. islam love before wedding (LBW) k sakht khilaaf hai.
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 249  Post: 4224  Age:  37  
Posted on:16th Nov 2012, 8:50pm
 

Islam aur piar mohabbat

agree with myrizvi
aik doosre ko pasand ker saktay hai, lekin Ishq nahi lara saktay.
tote_sapne Group: Members  Joined: 02nd Nov, 2011  Topic: 5  Post: 1134  Age:  26  
Posted on:17th Nov 2012, 2:04am
 

myrzvi

ne bilkul sahi kaha..........
tandolkar Group: Members  Joined: 07th Jan, 2011  Topic: 9  Post: 30  Age:  22  
Posted on:17th Nov 2012, 1:51pm
 

lbw is forbidin in islam

agree with myrzvi
lbw (love before weeding) islam mai jaez nahi hy,
greeny Group: Members  Joined: 29th Apr, 2012  Topic: 9  Post: 61  Age:  27  
Posted on:19th Nov 2012, 6:39am
 

I tend to disagree

Parvez

me ne aik dafa parha tha jo admi kisi k ishq me mubtala ho jae. ( ishq dil ka mamla hai Allah ne buhat c batu pe hamara ikhtiar nae rakha) aur wo uss par sabr kre yani uss khatoon ko bdnam na kre . uss k sath koi ghair islami relation ya behavior apnane ki koshish na kre bl k iss aag me jal jal kr mar jae to wo shaheed hai
q k us ne apne nafsani jazbay ko Allah k liay mara.
so pyar , pasand, Ishq jo g me ae kre magar majnu bn kr laila laila na pukaro.
na koi aur ulat pulat socho.
na hi kuch haraam me paro.
baqi Allah Malik hai

myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 110  Post: 6307  Age:  53  
Posted on:19th Nov 2012, 9:36am
 

agreed with greeny

agar kissi ko kissi say sacha ISHQ hojaa.ay to oska apnay aap par ikhteyaar hi nahi rahta...aisa fard agar sabr karay...aur majnoo bankar ghair islami harkaats ay bachay to iska baRa ajar hai

parvez sb abhi ISHQ k oss marhalay maiN daakhil nahi howay...majnoo kabhi bhi yeh nahi poocha karta k maiN jo laila say piyar karta houN woh sahih hai ya aghalat
ali8765 Group: Members  Joined: 24th Jul, 2012  Topic: 6  Post: 204  Age:  24  
Posted on:19th Nov 2012, 9:44am
 

kia yai ziada behtar nahin?

her bandy ki apni apni soch hoti hai.kia yai ziada behtar nahin kai aap us larki kai parents sai shadi ki baat ker lain???
WellKnOwN Group: Members  Joined: 06th Sep, 2011  Topic: 43  Post: 3238  Age:  24  
Posted on:19th Nov 2012, 11:34pm
 

greeny

App ne jo statement pesh kiya. kiya ap bata sakti hai ke kiya ye Quraanic Ayat hai ya Pir Hadees Mubarak hai?? plz explain
1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012