Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Female Erogenous Zones - Jinsi Lehaz Sey Aurat Kay Hassas Hissey 3  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4

Total views since 15 October 2009:
108266
 
Female Erogenous Zones

Sareen (Buttocks)

    Pistaan kay ba'ad aurat kay sareen bhi kafi hassas hotey hain inn ko chaerna aur mushta'il karna aurat ko pasand hai yeh dekhney mein bhi khoobsoorat lagtey hain bohut sey mard sirf inn ko dekh kar jinsi tor per mushta'il hojatey hain

 

Doosrey Hassas Hissey

    Naaf kay neechey aur andaam-e-nihaani kay lubo'n kay ooper baalo'n wala hissa bhi bohut hassas hota hai, isi tarah paet khusoosan paet ki bae'n taraf naaf aur naaf kay neechey wala hissa bhi kafi hassas hai iss kay elawa faraj aur maq'ad (anus) kay darmyan wala hissa jinsi tor per bohut hassas hai, khud maq'ad kay ird gird kay hissey ko mushta'il karna bhi bohut si aurton ko pasand hai.

 

Jinsi Le'haz Sey Yeh Hissey Bhi Hassas Hain

    Raane'in, khusoosan unka androoni hissa, baazu aur unka androoni hissa, gaal, haunt (lips), zubaan, muu'nh ka androoni hissa, baghal, kamar, gardan aur iska pichla aur bae'n taraf ka hissa, gala, kaan ki laue'en, kaan ka pichla hissa, ghutno'n ka pichla hissa, haatho'n ki ungliyo'n ki paurei'n, pao'n ka angootha aur jild waghaera.

 

Taaza Tareen Research

    Taaza tareen research mein maahireen ney do hassas maqamaat ki nishan dahi ki hai U spot yani peeshaab ki naali ka agla sooraakh (urethral opening) X spot yani bachcha daani ka muu'nh (cervix).

 
Female Erogenous Zones - Jinsi Lehaz Sey Aurat Kay Hassas Hissey
 
<< Next       Prev >>
2728293031323334353637
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012