Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Mardana quwwat (sexuality) ko bahal rakhney kay liye bharpoor jinsi zindagi (sexual life) bey hud mufeed hai
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Sexual Life For Sexuality - Bharpoor Jinsi Zindagi Aur Mardana Quwwat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
107788
 
Sexual Life For Sexuality

Bharpoor Jinsi Zindagi (Sexual Life)

 

    Mardana quwwat (sexuality) ko bahal rakhney kay liye bharpoor jinsi zindagi (sexual life) bey hud mufeed hai agar aap sex sey baqaida lutf andooz hotey hain to tanau (erection) sey mutaaliqa sharyanein, tissues aur sense sehat mand rehtey hain. Jab bhi mubashrat (intercourse)  ki jaati hai to poorey jism mein blood ki raftar tez hojaati hai, jo amomi aur jinsi sehat kay liye bey hud mufeed hai. Jawani mein aap jitnaa ziyada sex karein gai burhapey mein aap kay zakar kay tissue utnay hi sehat mand hungai. Maahireen ka khayal hai ka 50 saal ki umar tak week mein 1 or 2 times lazmi jinsi amal sey lutf andooz hun. 50 year kay baad regular sex ki ziyada zaroorat hai. Regular sex jismani aur jinsi sehat kay liye bey hud mufeed hai. Iss sey fard pursukoon hota hai, tension kam hoti hai. Baaz researchiss sey yeh bhi maloom hua hai ka sex dard khusoosan sir dard ko bhi kam karta hai. Mubashrat (intercourse)  zakar ko working condition mein rakhta hai.

 

Manshiyat

 

    Manshiyat sey mukammal perhaiz karein. En mein kuch brain ko senseless kar kay mubaashirat (intercourse)  kay waqt ko taweel karti hain. Magar kuch arsey baad yeh mardana quwwat (sexuality)  ko kamzor bul kay khatam kar deti hain jis ki wajah sey fard ko tanau (erection) nahi hota ya mukammal nahi hota jis ki wajah sey jinsi amal naa mumkin hojata hai.

 

 

 
Sexual Life For Sexuality - Bharpoor Jinsi Zindagi
 
<< Next       Prev >>
260261262263264265266267268269270
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012