Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Enhance Sex Power - Mardana Quwwat Mein Izafa 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
89156
 
Enhance Sex Power - Mardana Quwwat Mein Izafa

 Iss sey jinsi hormone ki paidawar mein kami ajaati hai, sperm mar jaatey hain aur ziyada thakawat ki wajah sey fard sex mein dilchaspi kho deta hai.

 

Kegel  Mushq

 

    Kegel  Mushq jis ka pechai zikar ho chukka hai ko baqaida kartey rahein . Iss warzish karney ki tarhan zindagi ka ek hissa banaaleyn. Yeh mushq tanau (erection) ko behtar karti hai aur orgasm kay lutf ko bohut ziyada kar deti hai. Yeh donon mian biwi kay liye mufeed hai.

 

Vitamins

 

    Vitamin C aur E jinsi hormone mein ezafa kar tai hain, apni khurak mein vitamin C aur E ka khususi ahtemam karein aur rozana kafi miqdaar mein use karein. Vitamin C ki kafi miqdaar fruits like grap fruits, orangiss, maltai, lemon mein sab sey ziyada amrood mein, potatos, sakar qandi, moli, gajar, tumatoiss, tarbooz aur gobi mein paya jata hai. vitamin E anaaj, daleyn, gosht, fish, dahi aur sabziyan mein wafer miqdar mein paya jata hai. Amomi achi sehat kay liye vitamin D bhi zaroori hai jo egg, makhan aur mil mein paya jata hai. Yeh dhoop sey bhi hasil hota hai.

 

Calories

 

    Rozanaa kafi miqdaar mein Calories leyn. Agar khurak mein Calories ki miqdar kam hogi to iss sey testosteroneki paidawar bhi kam hojaati hai.

 
Enhance Sex Power - Mardana Quwwat Mein Izafa
 
<< Next       Prev >>
262263264265266267268269270271272
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012