Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Exercise khusoosan jumping wali exercise jinsi hormone Testosterone ki paidawar kay liye bey hud mufeed hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Testosterone And Exercise - Jinsi Hormone Aur Warzish  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
100395
 
Testosterone And Exercise

Mardana Quwwat Mein Izafa

(Increasing Testosterone)

 

Duniya mein har fard mardanaa quwwat mein ezafa chata hai mard ki jinsi khuwahish aur mardana quwwat ka ta'alluq jinsi hormone testosterone kay sath hai. 20 year ki umar kay baad iss mein mamooli kami honay lagti hai. Jis ki wajah sey fard ko 20 year ki umar kay baad 20 year ki tarhan tanau (erection) nahi hota. Testosterone ki paidawar ki yeh kami sari umar jari rehti hai. 80 saal ki umar kay baad iss hormone ki paidawar mein 66% tak kami waqai hojaati hai. Tahem iss jinsi hormone ki paidawar ko kisi had tak barqarar rakha ja sakta hai. Iss kay liye madnarja zail baaton per amal karein.

 

Warzish (Exercise)

 

    Warzish (exercise) khusoosan jumping wali warzish iss jinsi hormone Testosterone ki paidawar kay liye bey hud mufeed hai. Iss tarhan ki warzish jinsi hormone ki paidawar mein ezafa karti hai. Jumping warzish (exercise) like running, jogging, swimming, football, hockey, tennis etc jism mein blood ki rotaation ko tez karti hain. Iss sey zakar kay tanau (erection) wali naaliyon mein bhi ziyada blood jata hai. Exercise (Warzish) kam az kam 20 minute ki ho aur week mein kam az kam 4 times ki jaey yeh 30 minute ki ho aur week mein kam az kam 3 time ki jaey. Exercise ka baqaida program banay. Baqaida program warzish jinsi sehat kay  elawa jismani sehat kay liye bhi bey hud mufeed hai. Burhapey mein tez chullnaa, table tennis aur snooker etc khaili ja sakti hai. Tahem agar bohut ziyada (exercise) warzish ki jaey to yeh bhi jinsi sehat kay liye nuqsandeh hai.

 

 

 
Testosterone And Exercise - Jinsi Hormone Aur Warzish
 
<< Next       Prev >>
261262263264265266267268269270271
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012