Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Na mardi ki ek bohut bari wajah zehni dabau hai. Mukhtalif tajurbaat sey sabit hua ka zehni dabau ki wajah sey jinsi testosterone ki paedawar mein kami ho jati hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Erectile Dysfunction Causes Psychological - Jinsi Kamzori Wajoohaat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
73300
 
Erectile Dysfunction Causes Psychological - Jinsi Kamzori

Musannif ney iss baat per bohut zor dya tha kay iss sey fard mardana kamzori ka shikar ho jata hai aur shadi kay qabil nahi rehta. Iss pamphlet ko parhney kay baad woh mardana kamzori mehsoos karney laga aur elaj  kay liye ek hakeem kay pas gaya. Hakeem sahib ney iss ko check kara aur zor dey kar kaha kay woh jinsi tor per khatam ho chuka hai. Iss kay baad iss kay zakar ka tanau (erection) bilkul khatam ho gaya.

     Humarey elaj sey kuch sessions kay baad woh bilkul normal ho gaya. Humarey yahan na mardi ki sab sey bari wajah mushtzani kay hawaley sey muzir asraat ka khauf hai halan kay duniya bhar ki tehqeeqat sey sabit ho chuka hai kay iss kay kisi tarhan kay koi nuqsanaat nahi.

  

Maazi Ka Waqiya (Past Experience)

 

    50 sala Rehmat guzishta 2 saal sey mubaashirat (intercourse) nahi kar saka. Isey aam halaat mein tanau (erection) hota magar junhi mubaashirat (intercourse)  ki koshish karta tanau (erection) khatam ho jata. Nafsiyati tajziye sey maloom  hua kay 2 year pehley woh raat kay waqt biwi kay sath intercourse mein masroof tha kay kisi bachey ney darwaza knock kya to khauf sey foran iss ka tanau (erection) khatam ho gaya. Iss kay baad issi lashaouri khauf ki wajah sey woh mubaashirat (intercourse) naa kar saka.

 

Zehni Dabau (Tension-Stress)

 

    Na mardi ki ek bohut bari wajah zehni dabau hai. Mukhtalif tajurbaat sey sabit hua ka zehni dabau ki wajah sey jinsi testosterone ki paedawar mein kami ho jati hai.

 
Erectile Dysfunction Causes Psychological
 
<< Next       Prev >>
202203204205206207208209210211212
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012