Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Burhapey mein baqaeda jinsi sargarmiyun ki wajah sey Prostate problems in men bohut kam ho jatey hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Prostate Problems In Men - Burhapa Aur Jinsi Zindagi  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
41174
 
Prostate Problems In Men

 Ek doosrey kay jinsi aaza ko mushtael kar kay bhi sathi ko jinsi sukoon frahem kya ja sakta hai.

 

    Mahireen kay mutabiq achi jismani aur zehni sehat kay liye regular sex bohut mufeed hai. Master And Johnson ney iss baat per zor diya hai kay burhapey mein achi jismani aur zehni sehat kay liye jinsi sargarmiyan zaroori hain. Inn kay mutabiq burhapey mein jinsi sargarmiyun ko bahaal rakhney kay liye 2 cheezein bohut ahem hain. 

  1. Achi Jismani Aur Zehni  Sehat
    Mahireen kay khayal kay mutabiq mian biwi jo burhapey mein mubashrat (intercourse)  jari rakhtey hain inn ki jismani aur zehni  sehat behtar hoti hai.

     

  2. Jawani Mein Jinsi Amal Mein Baqaidigi
     Woh mian biwi jo jawani mein week mein 1 or 2 times mubashrat (intercourse)  sey lutfandoz hotey hain, wohi burhapey mein bhi sex sey lutfandoz ho saktey hain. Jawani mein aap jitna zyada sex karein gey, burhapey mein aap kay zakar kay tissues itney hi sehat mand hongey. Woh mian biwi jo jawani mein ek month mein 1 or 2 time jinsi sargarmiyun mein hissa letey hain woh burhapey mein bohut mushkil sey lutfandoz hotey hain.

     Burhapey mein prostate problem ka masla aam hai. 50 saak ki umar kay baad 33% mardon ka prostate barh jata hai ya cancer ho jata hai. Burhapey mein baqaida jinsi sargarmiyun ki wajah sey mardon mein prostate aur hernia kay masael bohut kam ho jatey hain.

 
Prostate Problems In Men - Burhapa Aur Jinsi Zindagi
 
<< Next       Prev >>
197198199200201202203204205206207
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012