Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Puri duniya mein tanau (erection) ka masla aam hai. Aksar mard zindagi mein kabhi kabhar iss masley ka shikar ho jatey hain. Ek baat zehen mein rahey kay tanau (erection) ka masla koi beemari nahi bul kay yeh kisi beemari ki alamat hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Erectile Dysfunction Causes - Jinsi Kamzori Ki Ahem Wajoohaat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
80106
 
Erectile Dysfunction Causes

 Isey yaqeen tha kay ehtilam aur mushtzani ki wajah sey woh jinsi tor per kamzor ho chuka hai. Humarey elaj sey kuch sessions kay baad woh bilkul normal ho gaya.

 

    Puri duniya mein tanau (erection) ka masla aam hai. Ek survey mein maloom hua kay America mein 40 sey 70 saal kay 52% mard kabhi naa kabhi iss masley ka shikar ho jatey hain. British research kay mutabiq 40 saal sey kam umar kay 12 mardon mein sey 1 mard 40 sey 60 saal kay 5 mardon mein sey 1 aur 65 saal sey ooper 2 mardon mein sey ek ko ereciton ka masla hai. Aksar mard zindagi mein kabhi kabhar iss masley ka shikar ho jatey hain. Ek baat zehen mein rahey kay tanau (erection) ka masla koi beemari nahi bul kay yeh kisi beemari ki alamat hai. Jawani mein yeh masla taqreeban 100% nafsiyaati hota hai jab kay 50 saal kay baad zyada tar jismani.

  

Jinsi Kamzori Ki Ahem Wajoohaat

(Erectile Dysfunction Causes)

 

Jinsi kamzori ki bohut si wajoohaat mein sey kuch ahem wajoohaat neechey di gai hain.

 

Mushtzani Kay Nuqsanaat Ka Khauf

 

    26 sala khoob sehatmand Imran ki shadi honay wali the. Isey shak tha kay woh shadi kay qabil nahi. Jab iss kay lashaor ki madad sey iss ka nafsiyati tajziya kya gaya to pata chala kay woh bachpan mein kabhi kabhar mushtzani kar leta tha. Iss doran mein iss nay ek pamphlet parha jis mein mushtzani kay bohut sey nuqsanaat ka zikar tha.

 
Erectile Dysfunction Causes - Jinsi Kamzori Ki Ahem Wajoohaat
 
<< Next       Prev >>
201202203204205206207208209210211
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012