Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Depression ek fazool nafsiyati beemari hai jis mein fard shadeed udasi, afsurdigi aur tanhai mehsoos karta hai. Depression ki adviyat bhi mardanaa kamzori ka sabab banti hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Erectile Dysfunction Causes - Depression - Guilt  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
56671
 
Erectile Dysfunction Causes - Jinsi Kamzori Wajoohaat

 Doosrey din iss ko khuaf hota hai kay shayad aaj phir woh nakam ho jaey to iss anxiety aur khauf ki wajah sey woh nakam ho jata hai iss tarhan ek do baar nakam honay per isey yaqeen ho jata hai kay woh namard ho chuka hai.

 

Depression

 

    Depression ek fazool nafsiyati beemari hai jis mein fard shadeed udasi, afsurdigi aur tanhai mehsoos karta hai. Kuch karney ko dil nahi karta, kuch acha nahi lagta. Iss marz mein aksar marezoon ki jinsi aur jenay ki khwahish khatam hojaati hai. Jinsi khwahish kay khatmein ki wajah sey woh tanau (erection) mehsoos nahi karta aur naamardi ka shikar hojata hai. Chunancha naamardi ki ek ahem wajah Depression hai. Depression ki adviyat bhi mardanaa kamzori ka sabab banti hain. Agarcha Depression ki baaz medicine maslan desyrel ka asar ulat hota hai yani yeh naamardi ko khatam karti hai.

 

Ehsaas e Gunah (Guilt)

 

    Naujawan wakeel ki jald shadi honay wali thi. Magar ussey puri tarhan tanau (erection) naa hota tha. Iss naujawan ka ta'alluq ek mazhabi gharanay sey tha. Ab isey khauf tha kay woh shadi mein kamiyab naa hoga. Intercourse naa kar sakeyga. Nafsiyaati tajziya sey maloom hua kay kuch saal pehley iss ko kam az kam 3 bar zina ka moqa mila aur iss ney zina ki koshish ki magar lasharoi ehsaas e gunah ki wajah sey ussey tanau (erection) naa hua aur woh nakam ho gaya. Iss kay baad isey yaqeen ho gaya kay woh mardanaa kamzori ka shikar hai.

 
Erectile Dysfunction Causes - Depression - Guilt
 
<< Next       Prev >>
204205206207208209210211212213214
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012