Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Aasabi beemariayn, zakar ki banawat mein tabdeeli, peyronie's disease bhi jinsi kamzori ki ahem wajoohaat hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | More Erectile Dysfunction Causes - Jinsi Kamzori Wajoohat 4  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
40378
 
More Erectile Dysfunction Causes - Jinsi Kamzori Wajoohat

khusoosan agar musalsal naahamwar jagah per cycle chalaee jaey. Aisi sorat mein naahamwar jagah per cycle chalatey huai apney sareen (hips) ko cycle ki seat sey ooper uthalein. Albatta kuch hours cycle chalanay sey yeh masla paida nahi hota. Tahem iss sorat mein bhi naahamwar satah per cycle chalatey huay apni seat sey zara ooper uth jaeyn.

 

Aasabi Beemariyan (Neurological Disease)

 

    Aisi koi beemari jo brain kay hissey ko nuqsan pohonchaey jis ka ta'alluq tanau (erection) kay sath hai ya tanau (erection) paida karney waley aasab mein koi kharabi paeda ho jaey to yeh bhi iss masley ka sabab ban sakti hai. Below menion bemariyan iss ka sabab ban sakti hain. Reerdh ki bone ka tumor, Herniated Disc, Parkinsons disease, Multiple sclerosis.

 

Zakar Ki Banawat Mein Tabdeeli (Penis Structural Changes)

 

    Umar kay bharnay kay sath zakar ki lachak mein kami aa jati hai jis ki wajah sey baaz afraad ka zakar puri tarhan nahi phailta iss tarhan woh lambaee aur choraee mein chota ho jata hai. Yeh tabdeeli bhi tanau (erection) ka masla paeda kar deti hai.

 

Peyronie's Disease

 

    Iss mardanaa beemari mein zakar mein tanau (erection) paida karney waley tissuiss sukht hojaatey hain aur tanau (erection) mein zakar ooper yeh neechey ko rotate hojata hai. Agar zakar neechey ko ziyada rotate hojaey to mubaashirat (intercourse)  mein dakhool nahi hosakta. Iss kay elawa iss beemari mein jab zakar mein tanau (erection) paida hojata hai to fard ko shadeed dard hota hai.

 
More Erectile Dysfunction Causes - Jinsi Kamzori Wajoohat
 
<< Next       Prev >>
209210211212213214215216217218219
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012