Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Eric Aid system ko har fard use kar sakta hai. Tahem har fard kay liye ek jaisa mu'asser nahi, baaz afraad ko iss sey bharpoor tanau hasil nahi hota. Agarcha bohut bari aksariyat iss sey mustafeed hoti hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Erectile Dysfunction Treatment - Medicines - Jinsi Kamzori Ka Elaj  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
38997
 
Erectile Dysfunction Treatment - Medicines

 Iss system ko har fard use kar sakta hai. Tahem har fard kay liye ek jaisa mu'asser nahi, baaz afraad ko iss sey bharpoor tanau (erection) hasil nahi hota. Agarcha bohut bari aksariyat iss sey mustafeed hoti hai. Yeh system sugar aur heart kay mareezon kay liye bohut useful hai. Baaz log isey naa pasand kartey hain kyun kay yeh masnoee sa lagta hai. Baaz afraad ko rubber kay ring ki wajah sey takleef hoti hai aur baaz auqat inzal kay waqt mani (semen) baher kharij nahi ho pati bul kay masaney (bladder) mein chali jati hai aur phir peeshab kay sath kharij hoti hai. Tahem majmoee tor per yeh ek useful aur safe tariqa hai iss kay use ki tafseel aagey aaey gi.

    7.  Erectile dysfunction treatment kay liye market mein bohut si medicines (adviyaat) mojood hain. Inn mein sab sey useful sidenafil hai jo market mein Viagra kay naam sey mojood hai. Iss kay elawa yohimbine, ginseng aur gingko biloba bhi kafi useful hain. Medicines mein sab sey zyada popular Viagra hai. Yeh har fard kay liye mu'asser nahi. Baaz afraad kay liye to yeh muhlik hai. Lehaza isey apney tor per use naa karein bul kay kisi mahir sey mashwara kay baad hi iss ka use karein. Iss ki tafseel aagey aaey gi.

 

    Ab hum aap ko kuch aisey tariqey bataein gey jin ki madad sey aap khud hi erectile dysfunction ka masla hal karlein gey. Sab sey pehley to yeh maloom kya jaey kay masla nafsiyati hai ya jismani. Agar aap ko kisi bhi waqt bharpoor tanau (erection) hota hai to aap ka masla nafsiyati hai warna jismani. Jawani mein erectile dysfunction ka masla taqreeban hamesha nafsiyati hota hai. Nafsiyati elaj kay liye kisi achey mahir e nafsiyat sey jo tajziyaati elaj (treatment) aur jinsi masail ka mahir ho,

 
Erectile Dysfunction Treatment - Medicines - Jinsi Kamzori Ka Elaj
 
<< Next       Prev >>
214215216217218219220221222223224
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012