Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Namardi ki ek ahem wajah naakami ka khuaf hota hai. Aaj ki duniya tashweesh ki duniya hai. Har fard kisi naa kisi tashweesh ya khatrat mein mubtila hai iss tashweesh ki wajah sey baaz auqat fard ko tanau nahi hota.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Erectile Dysfunction Causes Psychological - Jinsi Kamzori Wajoohaat 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
63371
 
Erectile Dysfunction Causes Psychological - Jinsi Kamzori

 Jis ki wajah sey jinsi khwahish aur tanau (erection) kam hojata hai aur woh mubaashirat (intercourse)  mein naakam hojata hai jab zehni  dabao ki wajah sey fard 1 or 2 bar mubaashirat (intercourse)  mein naakam rehta hai to phir sharmindagi ki wajah sey biwi kay pas nahi jata jis ki wajah sey naa sirf ghar ka mahool tense hojata hai balka fard mu'nhstaqil tor pe namardi ka shikar hojata hai halan kay jis tarhan ek do bar khansi anay sey fard ko TB nahi hojaati isi tarhan ek do bar tanau (erection) naa honay sey fard naa mard nahi ho jata. Baaz log mubaashirat (intercourse)  kay zariya apney zehni  dabao ko khatam kar leytai hain.

 

Nakami Ka Khauf (Fear Of Failure)

 

    Namardi ki ek ahem wajah nakami ka khuaf hota hai. Fard samajhta hai kay bachpan ki ghalat kariyon ki wajah sey woh jinsi tor per kamzor hai aur woh mubaashirat (intercourse) nahi kar sakta. Isey shadeed khauf hota hai kay woh pehli raat nakam ho jaey ga. Phir woh jaisa sochta hai waisa hi ho jata hai. Aksar naujawano'n ko khauf hota hai kay inn sey mubaashirat (intercourse) na hogi aur woh kamiyab na hongey. Chunancha woh nakam ho jatey hain. Bohut sey students exams kay khauf ki wajah sey bharpoor puri tayyari kay bawajood exams mein nakam ho jatey hain.

 

Tashweesh (Anxiety)

 

   Aaj ki duniya tashweesh (anxiety) ki duniya hai. Har fard kisi naa kisi tashweesh ya khatrat mein mubtila hai iss tashweesh ki wajah sey baaz auqat fard ko tanau (erection) nahi hota. Tanau (erection) naa honay sey fard khaufzada ho jata hai.

 
Erectile Dysfunction Causes Psychological - Jinsi Kamzori
 
<< Next       Prev >>
203204205206207208209210211212213
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012