Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Orgasm ya sexual climax jinsi lutf ki inteha ko kaha jata hai. Mard aur aurat kay orgasm mein farq hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Orgasm - Sexual Climax - Sexual Pleasure - Jinsi Lutf Ki Inteha  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
194003
 
Orgasm - Sexual Climax - Sexual Pleasure - Jinsi Lutf Ki Inteha

 Madina mein shuru shuru mein missionary tareeqey kay elawa doosrey tareeqey raij nahi thay. Hazrat Jabir biyan kartey hain kay yahoodion ka kehna hai kay agar koi shohar apni biwi kay peechey ki taraf reh kar mubashrat (Intercourse) karey to iss surat mein bhaenga bacha paeda hoga chunancha "Tumhari biwian tumhari khaitiyan hain tum apni khwahish kay mutabiq apni khaition mein jao". Agar koi chahey to peechey ki taraf reh kar bhi mubashrat kar sakta hai lekin mubashrat sirf ek rastey faraj sey honi chahiyie. (Muslim) yahoodion kay asar ki wajah sey Madina mein ansar missionary method kay elawa doosrey methods ko jaeiz nahi samajhtey thay, Yahan tak kay Quran mein ayat nazil hui. 'Tumhari biwian tumhari khaitiyan hain tum apni khwahish kay mutabiq apni khaition mein jao' (Surah Baqra Ayat 223) albatta anus mein dakhool (penetration) haram hai.

Orgasm (Sexual Climax)

    Jinsi lutf ki intiha ko orgasm kaha jata hai. Mard aur aurat kay orgasm mein farq hai. Mard ka orgasm kay foran baad inzal (discharge) ho jata hai jab kay aurton ka mardon ki tarhan discharge nahi hota. Albatta 5% aurtein pani kharij karti hain. Mard orgasm ki hadd tak jald pohonch jata hai aur iss ka duration bhi kam hota hai aur woh jald normal halat mein aa jata hai. Jab kay aurat der sey orgasm hasil karti hai aur iss ka orgasm der tak rehta hai. Iss ko normal honay mein bhi zyada waqt lagta hai. Ek bara farq yeh hai kay mard taqreeban har bar orgasm hasil kar leta hai jab kay sirf 30% aurtein har bar orgasm hasil karti hain. 10% kabhi orgasm hasil nahi kartiin. Unko nafsiyati elaj aur baaz auqat operation ki zarorat parti hai.

 

 
Orgasm - Sexual Climax - Sexual Pleasure - Jinsi Lutf Ki Inteha
 
<< Next       Prev >>
155156157158159160161162163164165
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012