Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Jinsi quwwat ko check karney kay liye kabhi zina kay qareeb na jaein. Sab sey pehley apney superconcious mind (lashaour) sey poochein kay aaya aap ka masla nafsiyati hai ya jismani.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Superconscious Mind - Lashaour Sey Raabta  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
34000
 
Superconscious Mind

 Ek bar phir takeed hai apni mardana jinsi quwwat ko check karney kay liye kabhi zina kay qareeb na jaein. Gunah kay elawa iss sey mohlik beemariyan lag jati hain. Iss kay elawa iss koshish mein aksar insan ko nakami hoti hai aur phir insan ko yaqeen ho jata hai kay woh jinsi tor per nakara ho chuka hai halankay woh bilkul fit hota hai.

Lashaour Sey Raabta: (Superconscious Mind)

    Sab sey pehley aap apna lashaour sey poochein kay aap ka masla jismani hai ya medical ya nafsiyati. Lashaour sey rabta karney kay liye ek ring kay sath 12 inch lamba thread tie kar lein, thread ka end ko thumb aur index finger sey iss tarhan pakrein kay ring neechey ki taraf latak rahi ho. Aapki elbow table per ho. Yeh pendulum ban jaey ga iss ki basic harkat 2 types ki hai. Right left ya qareeb aur door. Sab sey pehley aap yes aur no kay isharey maloom karein. Iss kay liye ring ko latakatey huey apney aap sey ek aisa sawal karein jiska jawab yes mein ho. Phir ek aisa sawal karein jiska jawab 'no' mein ho. Maslan ring per nazar jamatey huey apney aap sey sawal karein kay kiya mein iss waqt Lahore mein hun (agar aap Lahore mein hain) issi sawal ko bar bar repeat karein hatta kay ring kisi ek direction mein harkat karney lagey. Agar na hiley to sawal kay sath dil mein yes yes kahein aur ring hilney lagey gi iss tarhan aap ko maloom ho jaey ga kay aap kay liye aap ka yes ka lashaouri ishara kya hai phir aap apney aap sey aisa sawal karein jis ka jawab 'no' mein ho maslan ring ko bilkul still rakhtey huey sawal karein kay kya mein iss waqt

 
Superconscious Mind - Lashaour Sey Raabta
 
<< Next       Prev >>
123124125126127128129130131132133
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012