BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 2:46pm |
|
|
Funny Poetries Well I am starting here new poetry session named as Funny Poetries . . . Please put here only Funny but Decent poetries |
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 2:47pm |
|
|
Chemistry of Love (True Concept)
Na Ye Chemistry Hoti
Na Mein Student Hota
Na Ye Lab Hoti
Na Ye Accident Hota
Abhi Practical Mein Aaye Nazar Ek Ladki
Sundar Thi Naak Uski Test Tube Jaisi
Baton Mein Uski Glucose Ki Mithas Thi
Sanson Mein Ester Ki Khushbu Bhi Sath Thi
Aankhon Se Jhalakta Tha
Kuch Is Taranh Ka Pyaar
Bin Piye Hi Ho Jata Tha
Alcohol Ka Khumar
Benzene Sa Hota Tha
Uski Presence Ka Ehsas
Andhere Mein Hota Tha
Radium Ka Abhas
Nazrein Mileen, Reaction Hua
Kuch Is Taranh Love Ka Production Hua
Lagne Lage Us Ke Ghar Ke Chakkar Aise
Nucleus Ke Charon Taraf Electron Hon Jaise
Us Din Hamare Test Ka Confirmation Hua
Jab Uske Daddy Se Hamara Introduction Hua
Sun Kar Hamari Baat Woh Aise Uchal Pare
Ignition Tube Mein Jaise Sodium Bharak Uthe
Woh Bole, Hosh Mein Aao, Pahchano Apni Auqat
Iron Mil Nahin Sakta Kabhi Gold Ke Sath
Ye Sun Kar Tuta Hamare Armanon Bhara Beaker
Aur Hum Chup Rahe Benzaldehyde Ka Karwa Ghoont Pi Kar
Ab Us Ki Yaadon Ke Siwa Hamara Kam Chalta Na Tha
|
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 2:48pm |
|
|
Poetry Style of 2007
Gam ko karo delete,
Khushi ko karo save,
Rishto ko karo recharge,
Dosti ko karo download,
Dushmani ko karo erase,
Such ko karo broadcast,
Jhoot ko karo switch off,
Tension ko karo not reachable,
Pyar ki karo incoming on,
Nafrat ki karo outgoing off,
Language ko karo control,
Hassi ka karo outbox full,
Aansu ka karo inbox khaali,
Gusse ko karo hold,
Muskan ko karo send,
Help ko karo ok,
Self ko karo autolock,
Dil ko karo vibrate,
Phir dekho life ki ringtone kitni,
POLYPHONIC ho jayegi.
|
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 2:51pm |
|
|
Load-Shading Aaj kal tu dakhoo is bijli kiya ha kamal
itnay zaida han ka milti nahe in ki masal
Har roz load shading huti ha puray mulk ma
or rat koo mashroun na kar diya ha bura hal
Rutay han doukandar bathay rat koo ghar ma
ka woo dokan band na karhan in ki nee yeh majal
Aur joo time pa badn na karay dukan dokandar tu
hakumat karay na jurmana na asa nee sawal
Lagta ha ka hakumat bee flop ha or wapda beee
mahsoos huta ha ka mil ka bun rahay han koi jal
Kahtay han ka ham bahir mulak sa bijli khareedtay han
pher bee bijli kam ha kiya datay nee un koo mal
Khush hooo jata ha dil dakh kar aik parcha
apnay nam joo ata ha maheenay ma jooo aik bar
Us par pata neee kiya kiya charges likhay huhay han
jama karwa dooo agar tu jahab(pocket)ma neee rahta phir mal
Roz roz ki load shading or bill sa sab hi han tang
kiya karhan majburi ha mirza milti nee is ki dahal
|
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 2:52pm |
|
|
Mein Chotah sa ek Baccha hoon per Kaam karonga Bardey Bardey . . .
Mein ChotA sA eK bacha hon par kaam karonga baray baray,
jitne bhi laraka bande hain sab ko naik banaonga,
dunya se burayi mita kar mein khob naam kamaonga,
tamam ganday bachon ko seedhi line pe laonga,
Angraiz k bachon ko urdu bolna sikhaonga,
mahesh bhatt ki filmon par total ban lagaonga,
Emran hashmi ko bhi araam se beth kar samjhaonga,
dhokay baaz lArkion ko doggie se katwaonga,
galian denay waalon ko pyar ki zuban sikhaonga,
shahrukh khan ko loot kar ghareebon mein paisay bantonga,
AGAR bhai maan gaya to ash ko bhabhi banaonga,
meray doston ko yeh baat pasand na ayee to ek rakh k lagaonga,
Rani ne zid ki to apni shaadi bhi banaonga,
|
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 2:52pm |
|
|
Shadi ka Wadaah
Shaadi ka wada kia Perveen sewarna mohabat to thi Nasreen se
anjane main sab kehdia Sabeen se
kia haal hoa tha pocho Samreen se
ab ummeed hai sirf Noreen se
lekin baat banegi Farheen se
ya fir dekho Afsheen se
nahi to shayad Nosheen se
&hosakta hai k Naveen se
warna setting to apni haiMehreen se
|
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 2:53pm |
|
|
SHAADI
Abhi shaadi ka pehla hi saal tha,
Khushi ke maare mera bura haal tha,
Khushiyaan kuchh yun umad rahin thi,
Ki sambhale nahi sambhal rahi thi..
Subah subah madam ka chai le kar aana
Thoda sharmate huye humein neend se jagana,
Wo pyaar bhara hath hamare baalon mein phirana,
Muskurate huye kehna ki..
Darling chai to pi lo, Jaldi se ready ho jao, Aap ko office bhi hai jaana.
Gharwali bhagwan ka roop le kar aayee thi,
Dil aur dimag par poori tarah chhayee thi,
Saans bhi lete they to naam usee ka hota tha,
Ik pal bhi door jeena dushwar hota tha..
5 saal baad........
Subah subah madam ka chai le kar aana,
Table par rakh kar jor se chillana,
Aaj office jao to munna ko
School chodte hue jana..............
Suno ek baar phir wohi awaaj aayi,
Kya baat hai abhi tak chhodi nahi charpayee,
Agar munna late ho gaya to dekh lena,
Munna ki teachers ko phir khud hi sambhaal lena..
Na jane gharwali kaisa roop le kar aayi thi,
Dil aur dimaag par kaali ghata chhayee thi,
Saans bhi lete hain to unhi ka khayal hota hai,
Ab har samay jehan mein ek hi sawal hota hai..
Kya kabhi woh din laut ke aayenge,
Hum ek baar phir kunwaare ban paayenge . . !
|
kim84
|
Group: Members Joined: 02nd Aug, 2007 Topic: 113 Post: 786 Age:
30
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 2:55pm |
|
|
Aurat Combination... Nagan ka diya roop is ko... Dasna bhi sikhaya is ko... Girgit ki trah rang badlna iska... Koi bhi rang na bhaya is ko...
Chand ki chandni hi is my... Suraj ka rang-o-roop is my... Dono ka fasla hi jitna.... Itna hi gharoor hi is my...
Is ki ankheen nhi samndar hi,,, Jo bach gya wohi siknader hi... Jo is my ghark howa... wo to bas bandar hi...
POET: KIM |
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 2:55pm |
|
|
Kunwara Doobtay ko tinkay ka saharah chaheye Shaadi ke liye bas amaa ka ik isharah chaheye.
Hazaar nuqss nikaaltein hain ladki ke chedray mein Koi insey poocho kiya sitarah chaheye?
Chaar sotoon say baat nahin banaygi Saath mein ik kahtarah bhi chahye.
Buhat samjhaya ladki hai yehi behtar Mujhay bhi to gunnahoon ka kuffar chaheye.
Amma kehetein hai lagaooo kiya mool lagatay ho Aur le jaooo agar ladka hamara chaheye?
Har reat mein miltay hain,kehein kiya leingi ! Dulha,Shaadi shudah ya kunwara chaheye?
Payment karkay kal ko tum bhi keh sakogay Abhi hamein damaad hamara saara chaheye.
Tum bhi sun lo ladki walo yeh daastaan Phir na kehna hamein yeh interview dobarah chaheye.
Ab to rah guzar mein aakay phass gaya hoon Lechaloo jisko yeh beecharah chaheye.
Kyun dikhayee ladki waloon ko itni sharafat ! Woh kehtehain key hamein ladka thora awaarah chaheye
|
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 2:56pm |
|
|
Kiya Samjhaey !
Kiya Samjhay . . ?
chaman hai abar hai thandi hawa hai KIYA SAMJHEY....
isi se aap ko nazla howa hai KIAY SAMJHEY....
woh jis ne qais waghera ki jaan li thi......
marz hamain bhi wohi howa hai KIYA SAMJHEY....
jisay mohallay main koi rasta nahi deta......
woh ab tumhare yahan araha hai KIYA SAMJHEY.....
andheri raat main looto k roz e roshan main......
hamare mulk main sab kuch rawa hai KIYA SAMJHEY.....
huzoor aap ki taqreer dilpazeer k baad......
har ik shakhs yahi poochta hai KIYA SAMJHEY.....
mere nikah ka sadma faqat tumhin ko nahi....
tumhara baap bhi pachta raha hai KIYA SAMJHEY.....
bas ibteda main thori praid hoti hai......
phir is k baad maza hi maza hai KIYA SAMJHEY...
zaban us ki nahi hai isi liey huzoor......
buland awaz main gana suna raha hai KIYA SAMJHEY.....
khula nalka tau geela ho jai ga is dar se......
khuli fiza main naha raha hai KIYA SAMJHEY......!!!!
|
Ugly-Sana
|
Group: Members Joined: 02nd Aug, 2007 Topic: 7 Post: 539 Age:
31
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 3:22pm |
|
|
Reply Beauty Star: Buhat achhi poetries hain sabhie. I liked the "Shadi" the most, it was really funny. Kya sab ka aisa hi haal hto ahai, Daraoo to nahi na yaar, abhi to shadi bhi nahi hui.lolllll. Aur woh Phone Style Poem bhi cute thi, Really nice, kash life mein bhi sab commands itnee hi easy hotien, ke eik button press karney se saree problems solve ho jatien. That poem made sense.
Kim: Manena parey ga Janab, har topic ke ilhaaz se poetry kar letey hain app to. Aurat ka comparison kiay bhi to kabhie saanp se aur kabhie chaand se, Lollll,,,,, ,, I liked this part so much, especially the last line,,,,,Nice work Kimy.
Is ki ankheen nhi samndar hi,,, Jo bach gya wohi siknader hi... Jo is my ghark howa... wo to bas bandar hi... |
ashy
|
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 50 Post: 383 Age:
33
|
|
Posted on:29th Oct 2007, 7:39pm |
|
|
iss k bare mein kia kehty ho Twinkle Twinkle little star You should know what you are And once you know what you are Mental hospital is not so far. |
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:1st Nov 2007, 12:04pm |
|
|
Naey Pardoosan ....... (lol) Ya RAB Dil-e-Qaidi ko zinda tamanna dey , Tou khuwab k pyasey ko tabeer ka dariyah dey , Iss bar ghar badloon tou aaisi pardosan hoo , Jo Dil ko garma dey aur Rooh ko tardpa dey . |
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:1st Nov 2007, 12:06pm |
|
|
Doctor Hoon maiyn Doctor jahan Meri Wife hai Nurse wahan Yah kaisa Zulm sehna pardh raha hai Mujhaey apni Wife ko Sister kahna pardh raha hai
|
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:1st Nov 2007, 12:08pm |
|
|
PAPPU ISHQ k School mai naya mahool tayyar ho gaya School ki Teacher ko Pappu se pyar ho gaya Iss baat ko le kar sari Class k dil udas ho gaya Sari Class Fail aur Pappu Pass ho gaya
|
Pioneer
|
Group: Members Joined: 12th Oct, 2007 Topic: 8 Post: 35 Age:
33
|
|
Posted on:3rd Nov 2007, 6:53am |
|
|
Very nice Its realy nice poetry. Some addion from me. Its khalid masood poetry. U must enjoy this.
Hum to thanda metha pala, pera lagta he Jesy kpa (cotton) mai katta kala pera lagta he
Banda salm tanga kra k un k darwazy pe ponhchy agy a lgya ho tala Pera lagta he
mony shundy hum ko chacha taya keh lai kuri jb kehy hum ko lala pera lagta he
|
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:3rd Nov 2007, 11:03pm |
|
|
Malik-Makaan Ye keh kar nikal diya hamen karae k makanon se Tou Shaheen hai basera kar pahadron ki chitanon main
|
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:3rd Nov 2007, 11:13pm |
|
|
Janazah Unki gali se mera janazah nikla Par wo na nikle jinke liye janaza nikla Unka ghar aya tou mere dost seiti bajane lage Aur kamine rakh kar mera janaza unhe patane lage
|
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:3rd Nov 2007, 11:14pm |
|
|
Taj Mahal Pyar toh humne bhi karna tha , Par kuch khas nahi hua . . . TajMehal to humne bhi banan tha , Par Bank se loan pass nahi hua . . . |
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:3rd Nov 2007, 11:19pm |
|
|
For all Beautiful Girls
Haseeno k ye jo lambe baal hote hain , Aashiqon ko phasaane k jaal hote hain , Khoon chooste hain ye aashiqon ka , Tabhi to inke gaal laal hote hain .
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 2 3 >> |
|