I wanted to know that what is going on in pakistan. I see girls in various university wearing tight fitted shalwars or pents. Their bra straps are visible. They dont put their dubatta where they should. They like to sit with boys in university hang out with them. Why, whats the good reason for all this. I thought boys were very hungry in their sexual desires but is it happening with girls too. What does a girl want to do when she wears clothes like that and also that in university and colleges.
Profile ke hisaab se aap ACCA ke student hein. Behavorial psychology ka nahen. Konsi aisi research chal rahi hai.
Literature review he dhang se kia hota to aapko pata hota bra strap ka nazar ana aur zina mein mulawwis hone ka apas mein koi talluq nahen.
Dupatta aapki marzi ki jagah na honay ka matlab bhi ye nahen ke haraamkaari ke record toot rahay hein.
Boys ke saath sitting ka bhi ye matlab nahen ke zina pe zina chul raha hai.
Aajkal kapre miltay he itnay maheen hein ke sab naza aata hai. Aap jazeeray pe ugay huay nahen hein apnay ghar ki aurton se pooch lein. Aur wese bhi garmi kaafi hoti hai.
Larkon ke zehen mein yehi khannas hota hai ke larki ne aisi kapre pehen takeh kisi tarah zina ho jay. Ya wesi sandal pehn li takeh zina ho jay. Ya nail polish laga li takeh zina ho jay. Ya choorian pehen leen takeh zina ho jay. Ya pajama aisa pehen lya ke zina ho jay. Ya qameez aisi silwa li ke zina ho jay. Ya wo canteen pe islye gai theen ke zina ho jay. Ya wo college zina karnay jaati hein. Ya wo bus mein zina karnay charhti hein. Ya wo bus stop pe islye khari hoti hein ke kisi na kisi tarah zina ho jay. Ya wo office mein nokri islye karti hein ke zina ho jay.
Halanke hargiz aisa nahen hai. Balke ooper jo mein ne likha usko parh ke aapko khud hansi arahi hogi ke itni stupid soch thee meri.
Hans lein apnay ooper! Ye bhi aik tarah se takabbur ka tor hai. Takabbur wohi cheez hai jo shaitan ko jahannum mein le jaygi.
pakistani hi nhi her us taleemi idara main 99.999 % chances hain k lerki lerka sex main indulge ho saktay hain jahan makhloot taleem hai
is k ialwa to ab makhloot gher makhloot ki tameez hi nhi rahi net ne sab kuch makhloot ker diyta hai
even kuch HUFAAAZ schools ki lerkiyan jahan lerkon ya merdon ka jana bhi mamnoou hai boyfrend bhi rakhti hain aur date per bhi jati hain
is k ilawa ek bat jo eham hai k ager bachon ki zehni terbiyat ki jai sahi terah to bachon per be ja sakhti ki zerurat nhi rahay gi lekin
humaray haan ya to bohat sakhti hai ya mader pider aazadi
zehni terbiyat ka koi tareeqa nhi aur na hi bachon ko taleem di jati hai k unhain andaza ho k un ki kia demands hain aur un ka kia hal hai
observation hai k aaj kal lerkiyan lerkon ko ziyadah atrect kerti hain aur motivate kerti hain
even ajkal to abaya bhi aisay hain jo jisam dhanktay kam aur numayan ziyadah kertay hain
For More Detail Click On Page No: 1
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.