Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Mangni ko kasy roka jaye

Urdu
 
 
tanzaib Group: Members  Joined: 20th Nov, 2013  Topic: 2  Post: 13  Age:  24  
Posted on:11th Apr 2014, 12:33pm
 

Mangni ko kasy roka jaye

AQA mera ek dost hai woh 2on bhot ek dosry se pyar karty hai or ek dosry ky bina nah gee skty lekan us ladki ky waldeen us ki mangni karna chathy hai lekan woh razi nah to so mangni ko rokny ka koi wazeefa bata dain

bushra2012 Group: Members  Joined: 15th Oct, 2013  Topic: 2  Post: 639  Age:  21  
Posted on:11th Apr 2014, 2:25pm
 

Wazeefa nahen harkat karni hogi

Jo maamlaat insaani hudood aur daira-e-ikhtiyar mein hon wahan moajzay nahen hotay.

Example: Admi apnay hath par hathori maray aur dua karay ke moajza ho jay ye na-mumkin si baat hai aur aik tarah se Allah ki qudrat ko azamana aur toheen wali baat hai.

Albatta insaani qudrat se bahir jo maamlaat hon un mein moajzay hotay un se inkaar Allah ki qudrat aur sifaat se inkaar hai. Jesay train kisi par charhnay wali hai aur mamla har insaan ke bas se bahir nikal chuka hai, yahan tak ke train driver bhi itnay kam faaslay par train ko nahen rok sakta/sakti. To aisi soorat mein moajza aur duaon ka kamaal samany aa sakta hai (har soorat mein nahen ayga, Allah ka wahid kaam moajzay dikhatay phirna nahen hai, kabhi ho ga kabhi nahen).

Mangni rukwana wazeefon ka kaam nahen.

Agar larki aapke dost se shadi karna chahti hai to usko khud apne ghar pe baat karni hogi.

Magar ye bhi ho sakta hai ke larki aapke dost ko pasand to karti ho lekin jahan uske ghar walay uska rishta kara rahay hon wahan par shadi karni mein bhi usko koi aiteraaz na ho.

Mangni ka usi soorat mein rukwana behtar hai jab larka ya larki mein se koi aik khush-dili se raazi na ho.
Kyunke aisi shadi to hogi he nahen, saari zindagi ka zina alag, aulad bhi harami.
For More Detail Click On Page No: 1
 
 
 
Pakistani Singer In Malaysia  How to get Canadian Work Permit  Anita Dongre Fashion Designer In Dubai

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 28th March 2013