sana.azhar
|
Group: Members Joined: 09th Sep, 2012 Topic: 5 Post: 235 Age:
32
|
|
Posted on:13th Jan 2014, 11:27pm |
|
|
Usma1 jee unho ne ahsa kaha bhi nahi hai. aur yeh friendship shadi ke bad bhi rehein gin. Usma ya saira ALLAH pe hamesha yaqeen rakhna aur jis se bhi shadi ho uska sath dena jo pareshaniya aaein gi unki waja se laraiyan mat karna aolat ki sehat ki pareshaniyan bhi aaein gi magar ALLAH pe yaqeen rakhna aur namaz pahrna. ALLAH kare ap hamesha khush raho, aamin. |
Usma1
|
Group: Members Joined: 11th Jan, 2013 Topic: 27 Post: 188 Age:
19
|
|
Posted on:13th Jan 2014, 11:30pm |
|
|
thx sis batana ka bhot bhot shukriya
|
Usma1
|
Group: Members Joined: 11th Jan, 2013 Topic: 27 Post: 188 Age:
19
|
|
Posted on:13th Jan 2014, 11:35pm |
|
|
MOD plz deleted this thread MOd es topic ko deleted kar day plz i reqest U
|
sana.azhar
|
Group: Members Joined: 09th Sep, 2012 Topic: 5 Post: 235 Age:
32
|
|
Posted on:13th Jan 2014, 11:38pm |
|
|
Usma1 yeh aik itehfaq hai ke woh marey pas aaye hovey hain, tu apke sawalon ke jawab mil gaye foran. warna kafi din bhi lag jate hain jawab ke liye.
aur apka shukriya pocha diya hai maine. mai tu dar rahi thi un se sawal pochte hovey kiyn ke woh kisi ko kisi aur ke bare mein nahi batatey, aur tanya wale case ki waja se mujhy bohat dant pahri thi.
|
Usma1
|
Group: Members Joined: 11th Jan, 2013 Topic: 27 Post: 188 Age:
19
|
|
Posted on:13th Jan 2014, 11:56pm |
|
|
sis un sa kaho ka ham sab ka liya dua kare ka ham sab muslman 5 wqt ki pabandi sa namaz pharna wala ban jey or ham sab muslman bachio ka naseem acha ho hamari aaya zandagiyan achi ho Aameen
|
sana.azhar
|
Group: Members Joined: 09th Sep, 2012 Topic: 5 Post: 235 Age:
32
|
|
Posted on:13th Jan 2014, 12:05pm |
|
|
Usma1 han woh tu woh karte hain aur mai un ko kehti bhi rehti hon (larkiyon ki shadi ke liye). Usma woh koi taveez wageera nahi karte, na kisi ke liye kuch bura karte hain, bas dekh ke batate hain kuch batein. agar kuch aur qisam ke hote tu mai unse rabta nahi rakhti.
apne abu ke ilaj ki talash mein un tak pochi hon mai. ap ALLAH TAHLLAH ka shukar karo ke koi bahra maslah nahi hai. pahon aur bemari ka maslah tu aij kal har kisi ke sath hai.
ap sawal pora nahi karahi thi ke maine socha tha ke apna maswara don gi apko ke bas jahan waldein karein shadi wahan karlo aur waheed kop bhool jao.
|
Usma1
|
Group: Members Joined: 11th Jan, 2013 Topic: 27 Post: 188 Age:
19
|
|
Posted on:13th Jan 2014, 12:32pm |
|
|
sis mena kabi apni nhi chalye hamesha waldain ki hi suni he or usi par amal kiya he or mena jab bhi dua ka liya hath uthaye he to ya kabi nhi kaha ha falah ko mujy hi da do hamesha ya kaha he ka Allah tala jo mari kasmat ma acha he jis ka sath aya zandagi sukhi guzray us ko mara muqadar ma likh day
mena pocha es liya he wo ma abhi yha share nhi kar skti ...... par Allah ka lakh lakh shukr he ka mujy jawab bhot acha mila he sis agar ap mara contact ma raho to mujy bhot acha laga ga ma apni id yha likhti ho ap note kar lay bad ma to wasa bhi mod esa edit kar day ga likho takey ap mara contact ma aa sako |
sana.azhar
|
Group: Members Joined: 09th Sep, 2012 Topic: 5 Post: 235 Age:
32
|
|
Posted on:13th Jan 2014, 12:41pm |
|
|
Usma1 apko clear karne ki zahroorat nahi hai mujh se kuch bhi, maine apki post pahri hain mujhy pata hai. apko marey sath contact mein rehna hai tu apki marzi. mujhy friends banana acha lagta hai aur meri bohat friends hain par taqreban sab ki shadiyan ho gai hain siwaye aik ke aur woh sab badtami jalane ki pori khoshishan kartin hain ;-) heeeeeeeee par kamiyab nahi hotin. meri user id same hai aur us mein pic nahi hai koi bhi.
|
Usma1
|
Group: Members Joined: 11th Jan, 2013 Topic: 27 Post: 188 Age:
19
|
|
Posted on:17th Jan 2014, 6:58am |
|
|
sana Aslam o alikum sana sis kesi he sory late reply da rhi ho ku ka mujy tym ab mila heor mena apko ya pata nhi katni sana azhar ko add kiya he agar ap tak msg ponch jey to mujy reply kar dena ok |
sana.azhar
|
Group: Members Joined: 09th Sep, 2012 Topic: 5 Post: 235 Age:
32
|
|
Posted on:17th Jan 2014, 10:34am |
|
|
Usma1 Assalam o Alaikum.
apke sawal ka jawab le ke de tu diya tha mai ne, phir kiyn pareshan ho rahi ho ap, aur connect mein kiyn rehna chahti ho?
nahi apki taraf se koi add request nahi mili, jane kis kis ko add kar liya hai, wahsey mai ne search kar liya hai fb pe aur apko request bhi sent ho gai hai ap check kar lein.
|
Usma1
|
Group: Members Joined: 11th Jan, 2013 Topic: 27 Post: 188 Age:
19
|
|
Posted on:18th Jan 2014, 6:31am |
|
|
sana azhar ok ma check kar lati ho f/b ko
|
sana.azhar
|
Group: Members Joined: 09th Sep, 2012 Topic: 5 Post: 235 Age:
32
|
|
Posted on:28th Jan 2014, 2:24pm |
|
|
Rj.Akhan Assalam o Alaikum.
Please don't say hello, hope you don't mind.
Is topic ko apne read kiya hota tu apko pata chal jata ke is topic mein kiya baat ho rahi thi. wahsey is topic mein apko pareshan honey ki zahrorat nahi.
|
sana.azhar
|
Group: Members Joined: 09th Sep, 2012 Topic: 5 Post: 235 Age:
32
|
|
Posted on:28th Jan 2014, 2:42pm |
|
|
Rj.Akhan topic se hi zahir hai har baat. wahsey bhi Usma1 ne kisi ke liyeh kuch pata karwaya tha ke koi pareshani wali baat tu nahi, bas. yeh asi baatein nahi ke jo mai apko samjhon. ap beqar mein pareshan ho rahey hain.
|
sana.azhar
|
Group: Members Joined: 09th Sep, 2012 Topic: 5 Post: 235 Age:
32
|
|
Posted on:28th Jan 2014, 5:27pm |
|
|
TUBHA ASTAKFAR (Rj.Akhan) TUBHA ASTAKFAR.
lagta hai ke apne ab tak theek se review nahi kiya topic ko (washey apko is topic ke darmiyan mein aaney ki koi zahrorat nahi thi).
mai kiyn honey lagi .....? mujhy yehi shekayat hai ke log theek se read nahi kartey topics ko.
RJ.Akhan marey aik janey waley ke uncle hain woh kuch ilm rakhtey hain aur past present aur future ko jaan letey hain. ab kahsey jaan letey hain aur kiya kartey hain yeh sab mujhy bohat zahda detail mein nahi pata. han itna pata hay ke woh koi kala jadu wagera nahi kartey.
yeh itehfaq tha ke jab Usma1 ne kaha ke woh kuch pochna chahti hai tu us waqat woh meri city mein they. mari kafi dino baat nahi hoi unse kiyn ke itna zahrori tha woh unho ne mujhy bata diya tha marey father ke liyeh.
|
sana.azhar
|
Group: Members Joined: 09th Sep, 2012 Topic: 5 Post: 235 Age:
32
|
|
Posted on:29th Jan 2014, 5:00am |
|
|
apki problem yeh hai ke topic ko read nahi kartey aur us topic ke darmiyan mein aatey hain(Rj.Akhan) Assalam o Alaikum.
gusey wali baat karein gey tu gusa tu aye ga na.
apki problem yeh hai ke topics ko read nahi kartey theek se aur topics ke darmiyan mein aatey hain, reply kartey hain ke kiya baat ho rahi hai yah........
Doctor style Bro Ap nay Apni fiancy Say Baat ki Hai And Ap nay kiss chez say inkar kar diya hai
ase karna theek nahi hai apko chahiyeh ke dehan se read karein aur samjhein phir agar apke zehan mein koi sawal ho yah koi advise ho tu reply karein. bahri meherbani hogi apki.
|
married37
|
Group: Members Joined: 10th Jan, 2014 Topic: 1 Post: 31 Age:
38
|
|
Posted on:29th Jan 2014, 10:07pm |
|
|
@sana.azhar Main ne aap ki yeh post read ki hai poori, I have one suggestion for you.
Aanay walay future main kya ho ga aur kya nahi , is ka ilm sirf Allah tala ko hai , is liye woh log jo aap ke future ke baray main batatay hain pls un ka yaqeen mat karain , aur doosron ko bhi is se rokain.
I understand ke Pakistan main Peeri Mureedi per bohat gehra aqeeda hai logon ka , lekin agar is tarah logon ke future ke pata chalnay lag jaey to phir log dunya ke saray kaam peeron faqeeron se pooch kar karna shuru kar dain.
Agar koi kaam ham karna chahtay hain aur us main Allah tala ki raza ke talabgar hain to us ke liye ISTAKHARA ka tareeqa bata diya gaya hai Islam main , jo ke banda khud kar sakta hai .
Yeh sari batien jo aap poochti hain yeh sirf rough guess hotay hain based on experience. |
Usma1
|
Group: Members Joined: 11th Jan, 2013 Topic: 27 Post: 188 Age:
19
|
|
Posted on:31st Jan 2014, 5:54am |
|
|
Mod i request u plzzzz es thread ko delate kar day apki bhot mehrbani ho giiiiiii
|
Usma1
|
Group: Members Joined: 11th Jan, 2013 Topic: 27 Post: 188 Age:
19
|
|
Posted on:31st Jan 2014, 5:55am |
|
|
Mod i request u plzzzz es thread ko delate kar day apki bhot mehrbani ho giiiiiii
|
Usma1
|
Group: Members Joined: 11th Jan, 2013 Topic: 27 Post: 188 Age:
19
|
|
Posted on:31st Jan 2014, 5:56am |
|
|
i request all form of user ka ya topic completed ho gya he es par mazeed bhas na kare
|
sana.azhar
|
Group: Members Joined: 09th Sep, 2012 Topic: 5 Post: 235 Age:
32
|
|
Posted on:31st Jan 2014, 6:31am |
|
|
married37 Assalam o Alaikum.
apna kaha ke topic ko read kiya hai. magar mujhy nahi lagta ke apne pora read kiya hai. kiyn ke mai ne bar bar Usma1 ko yeh kaha ke ALLAH pe yaqeen rakho aur hamesha rakhna. mai ne asi koi baat nahi kahi ke isi pe yaqeen karo. is ilm ko samda kehtey hain.
jo us ka sawal tha us ke detail mai apko nahi samjha sakti kiyn ke yeh uski aamant hai. warna mai apko batati ke pora ka answer tha aur sirf half mujhy bataya gaya aur kaha gaya ke zahda mat baat karna is pe.
ap khud karachi se hain agar jahsa ke apki profile se zahir hota hay tu ap Prof: Moiz se mil lein, Clifton asiyana ke barabar mein un ka idra hai us ka naam power of mind hai. ap samjh jain gey. thur ke din.
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 2 3 4 >> |
|