Ashmary
|
Group: Members Joined: 04th Oct, 2013 Topic: 3 Post: 9 Age:
16
|
|
Posted on:22nd Oct 2013, 11:40pm |
|
|
Stop body growth
Meri age 15 yrs old hy mri height 4.8 hy mri body growth stop hy..na hair long hoty hain na hi height or na hi nails... plz tell reason and give me advice.
|
bushra2012
|
Group: Members Joined: 15th Oct, 2013 Topic: 1 Post: 51 Age:
20
|
|
Posted on:22nd Oct 2013, 3:36pm |
|
|
Height barhay gi 15 ke baad bhi height barhti hai. Ab hair nails jo naheen barh rahay to doctor ko dikhaen ho sakta hai khoon ki kami ya kisi vitamin ki kami ho.
Aur kam height se na ghabrain acha hai heel pehnain. Jin girls ki height ziada hoti hai wo phir oonchi heel naheen pehen sakteen.
|
H/dr_Qasim
|
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 185 Post: 6532 Age:
35
|
|
Posted on:22nd Oct 2013, 11:21pm |
|
|
Body growth you are still under growth , just Sleep in time and eat on time .

|
Ashmary
|
Group: Members Joined: 04th Oct, 2013 Topic: 3 Post: 9 Age:
16
|
|
Posted on:25th Oct 2013, 3:35am |
|
|
Plzz PLzz mjhe koi tips btayn height increase krny ka..... kuky main iski waja sa complex ka shikar rehti hn
|
bushra2012
|
Group: Members Joined: 15th Oct, 2013 Topic: 1 Post: 51 Age:
20
|
|
Posted on:25th Oct 2013, 10:06am |
|
|
Oonchi chappal pehnein Aap to ek tarah se khush qismat hein ke aapki height bohot ziada naheen. Ap oonchi heel wali chappal pehnein aur jo extra confidence heel ki wajah se hasil hota hai usko enjoy karein.
Ulti seedhi dawaon aur totkon ke chakkar mein na parein. Wo nuqsan detay hein long run mein, aur unka koi theek asar bhi naheen hota.
|
|