Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
forum new question
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Islamic Way Of Dressing

Religion and Culture   >>   Cultural Beliefs
 
 
sabrina1 Group: Members  Joined: 13th Mar, 2013  Topic: 37  Post: 112  Age:  30  
Posted on:23rd Jul 2013, 7:52am
 

Islamic Way Of Dressing

Asalaam o alaikum How woman should dress up according to islam, I see islamic countries people wear jeans/shirt with scarf or hijab.
What is right/wrong?
oceanpearl Group: Members  Joined: 14th Jul, 2013  Topic: 3  Post: 12  Age:  39  
Posted on:23rd Jul 2013, 11:27pm
 

dress

shalwar kameez .with no fitting ,no tights pajama.no pad brazer.no perfume .and cover you body head body to feet.
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 130  Post: 7699  Age:  55  
Posted on:23rd Jul 2013, 1:13pm
 

Islamic dreesing code

Islam maiN koi makhsoos dressing ko recommend nahi kia hai ... just hedayaat di haiN k har woh libaas islamic hai jiss maiN yeh sari bataiN pa.eeN ja.aiN

1. libaas mushrikouN k mazhabi symbol wala /jaisa nah ho

2. libaas mardanah nah ho ...yani woh libaas jissay bil.amoom mard pahantay houN

3. libaas say chehrah, kalaayee aur feet k elawah poora jism covered hi... baaz foqahaa,chehraa bhi covered karnay ko kahtay haiN

4.libaas etna bareek nah ho k body skin libaas say jhalkay

5. libaas etna tight nah ho k body k nasheb o faraaz (body structure) nomayaaN nazar aa.ay

in sharaait par poora otarnay wala har libaas islamic tasawwer kia jayega...

wallaho aalam bissawab
bushra2012 Group: Members  Joined: 15th Oct, 2013  Topic: 2  Post: 717  Age:  21  
Posted on:4th Jun 2014, 8:13am
 

Jeans shalwar se behtar hai

Aajkal shalwar ka kapra aisa chilka araha hai ke us mein se kaali kaali khapachion jesi tangein nazar aati rehti hein, islye denim/jeans le kar pajama silwa lein ye behad behtar aur saatir libaas hai.

Magar jo ziada fitting wali jeans hai wo sharai taur par auraton aur mardon donon ke lye he na-munasib hai.

Aurat ki jeans mard ki jeans ke muqablay mein farq hoti hai. Mard ki zip seedhay hath se band hoti hai aur aurat ki zip ultay hath se. Is lye mard se mushabah kapre pehn-nay jo mana kya gya hai uss hadees ki bhi khilaaf warzi nahen hogi.

Warna maximum to jeans ki patloon nahen pehenteen balke jeans ka pajama pehnti hein jo ke mard nahen pehnte.

Therefore all is good. Girls ko chahye jo satar-poshi chahti hein wo ziada se ziada jeans ka istemal karein. Aur dunya ko bata dein ke ham be-satri wali nangi nangi shalwarein nahen pehneingi.

---------------------------------------

CULTURAL DIFFERENCE:

Hamaray yahan musalmanon ke dimagh mein ye khannaas paya jata hai ke sirf ham he muslim hein. Aur sirf hamara libaas he islami hai. Aray bhai jo aurat/mard america mein peda hui/hua aur ab wahan he usne islam qabool karlia hai wo shalwar qameez thori pehnay gi. Wo to wohi libaas pehnay ga/gi jo uska culture hai. Albatta is baat ka khyal rakha jayga ke wo libaas culture se mutasadim ho ya na ho, deen ke khilaaf to na ho. Yaani satar-poshi ho, aur bohot tang na ho.

Ye cultural acceptance aapko apnay andar peda karni hogi. Ke har trah ke muslims apnay style ke kapre pehnein ge. Pakistani style ke nahen.



For More Detail Click On Page No: 1
 
 
 
Pakistan Day Celebration In Malaysia  How to take professional photography  Anita Dongre Fashion Designer In Dubai

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014