hafiz54
Muaafi chahta hun lekin lagta hai k aap naam k hafiz hain kiun k mera iman hai k jis k dil main real Quran hai yani us ne sahi hifaz kiya hai quran ki hifazat k liyay RATTA nhn lagay to woh itna LALLU للو nhn ho saktak usay yeh na pata lagay k START NEW TOPIC ka kya matlab hai aap k sawalat ager ap sahi maanon main dekhain to shadi k 2 reason hain nasal e insani ko agay berhana aur is amal k liyay qudrat ne jo taqat insan k anderrakhi hai us ki wajah se peda honay wali HEWANI jabbillat ko dabana aur insan ko insan rakhna werna jab insaan per SHEHWAT sawar hoti hai to woh aik janwerban ker sab bhool jata hai misalain samnay hain 4-6-7 saal ki bachiyon k sath rape pregnancy rokna gunah nhn lekin hamal zaya kerna gunah e azeem hai aur qatal hai is web site ko samjhanay k liyay ap ko apna MENTAL CANVAS broad kerna hoga
|