re: wa alaikum assalam.
neighbours me shadi sharae taor par jaiz hai. hairat hai app ko ye doubt kyun hai. I hope k ap dono k faiths same hain. matlab mazhab aur firqa wagera kyun k amuman in k difference ki waja se shadi me rukawat ho sakti hai.
2ndly, may be caste system aik rukawat bane magar ajj kal ye bhi asa koi issue nae hai larka agar achha kamata ho aur uss ki shuhrat achhi ho aur rishta through proper channel ae yani larke kay parents rishte ki bat kren to aksar larki k parents maan jate hain khas tor par jb larka dakha bhala ho matlab neighbours ko ap apne khoon ka rishtun se b zada jante hain.
3rdly,jb larki ki behne janti hain k app dono aik dusre ko like krte ho to phir wo apni mother ko mana sakti hain jo larki k father ko samjha sakti hai
last but not the least jb ap ne istekhara kr k Allah se mashwara kr lia aur wo app k hisab se thek hai to app phir b pareshan kyun hain. apne parents ko kaheay k bat agay barhaen. what are you waitning for.?
stay blessed and take care |