Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Wazifa and Dua For Love Marriage In Islam In Urdu

Religion and Culture   >>  Religious Questions
 
 
 
H.A.S Group: Members  Joined: 16th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 467  Age:  19  
Posted on:14th Mar 2012, 3:45pm
 

Samaira...Sis

Shukriya.... And as a brother i tells u one thing.... That.. Isteqara jo hum nikalte hai wo aisi chizo k liye nikalte hai jin k bare main humare pas do raaye hu ki wo kaam kiya jana chaiye ya nai aur ya phr ku6 aur...... Tu dear sister agr aap ne isteqara ye souch kar nikala huga ki main jo kar rahi hu(aun janab se mohababt aur ause aage badhne ki koshis) sahi hai ya nai aur aap ko isteqara positive mil gaya tu phr ye samjho ki aap k sath yani aap ki jo souch ya work hai wo sahi hai.....Other wise u know... And dear isteqara koi aisi waisi chiz nai hai ye ek bahut hi aahem chiz hai aise kaise nikalte hai aur kin mauqu par etc etc .. Agr ain par baat ki jaie tu ek naya topic start karna pade ga... Khaier... Isteqara se hume sirf pata chalta hai ki ye rasta galt hai ya nai isteqara se ye nai hai ki agr kisi chiz ka ye positive aaya tu Allah humari gaieb se fauran humare dil o dimag ko aus ki taraf plta deta hai.. in short ye k isteqara hume sirf ye baatye ga ki ye rasta kidhar jata hai aur chalna tu aap ko apne tarike se sambhal kar hi hai.. ... Aur haan Agr aap ku6 aacha kaam kar rahe hu aur Allah aap ko khush karna chahta hu tu wo aap ko kar hi dega aus k liye aap ko koi isteqara nai deakhna pde ga ki isteqara deakhe ge tabhi Allah humari madad kare ga .... And dear sister ...Isteqare k baad ku6 khawab main aisa nai aata ki ab kiya karna hai ais ka reason main upper de chuka hu....
samaira Group: Members  Joined: 12th Mar, 2012  Topic: 25  Post: 143  Age:  23  
Posted on:14th Mar 2012, 8:04pm
 

H.A.S








mai apki baat samjh rahi hun..lekin maine yeh padha hai k isteqara kisi cheez k liye karne ke baadh Allah us cheez ko yani us case ko apne haath meh leleta hai r uske mutabig hidayat b deta hai r dilo meh baatein daldeta hai k woh use follow kare jabtak woh succesful nahi hojata..r jab koi kaam acha b ho lekin isteqara nahi kiya ho tab Allah ki uthni madad nahi rhti usmeh r koi guarantee nahi rhti k woh pura hojaye lekin jab Allah se mashvarah(isteqara) krlete hai tab Allah guarantee k sath woh kaam pura kardete hai r usmeh hume koi regrets nahi rhte aage chalke koi confusions nahi rhte..agar nahi kiya ho toh regrets honeke chances rhte k shayad hum woh krlete.humare rasool(s.a.w) bhi har cheez k liye isteqara kiya karte the r dusro ko b karneki takeed krte the..n maine jab isteqara kiya tha yeh snchker kiya tha k kya yeh rishta mere liye sahi hai ya nahi r mujhe khwab meh forest dikha tha r dusri baar jab kiya toh yeh dekha tha k unki walida ne mere ghar aake mera muh meetha kiya r sab bht khush hai r kayi baar apne khwab meh dekhti hun k mera rishta unke sath judh gaya hai..maine jab isteqara kiya tab kch snchtehue nahi balke Allah se dua krte hue sogayi thi..bus aap sab mujhe apni dua meh shamil karle..r kya wakiyi meh ladhke jab kisi ladhki ko schmeh chahte hai tab kya woh unhen chodhskte hai? ya phir kisi majburi ki wajah se?
H.A.S Group: Members  Joined: 16th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 467  Age:  19  
Posted on:15th Mar 2012, 10:53am
 

Samaira...Ji

Main ne meri last post k baad bhi ek aur post ki thi aap ne jo meri post read ki wo incompelet hai ystur day mera network bad tha aisliye second post yaha par aaie nai khaier.... Tu samaira ji aap ne jo kaha wo main samjh raha hu....Aur agr aap yaha ku6 aur din raho tu yaha par bahut jald ek isteqara topic par ek discussion start hu ga jis main aap ko isteqare aur aus k bare main full detail mil jaie gi. ..And jaha tak aap k khawab ki baat hai tu wo aap ki be panha chaht ki waja se hai ....And khwab aur aus ki tabieer ki jaha tak baat hai wo ek alag topic hai.....Filhaal aap apni problem ka solution duaao k zarye solve karye......Aap Surhe Talaak (surhe no. 65) ki aayat no. 2 and 3 ka kastrat se pdha kare aus main har mushkil ka hal hai...And agr aap "Nad e Ali as" jaante hu tu aus ka bhi wird kiya kare..
H.A.S Group: Members  Joined: 16th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 467  Age:  19  
Posted on:15th Mar 2012, 11:10pm
 

Samaira..

Re:kya wakiyi meh ladhke jabkisi ladhki ko schmeh chahte hai tab kya woh unhen chodhskte hai? ya phir kisi majburi ki wajah se?.......Sis ais ka qus mujh se behtar aap jaante hu......Bcoz ais ka ans present condition ki binah par different hu skta hai... And agr koi kisi ko sach main love karta hu aur aus k saamne aus pyaar o muhabbat se bhi badh kar koi jheez na aaie tu wo lardka agr theek hai tu wo aus k mheboob ko nai chodrskta but agr kabhi aus k aur ausk mehboob k beach aisi chiz aajaie jo aun k pyar se bhi badh kar hu eg Religon ya phr family(agr r8 hu tu) ya phr ku6 aur....I think aap ko apne qus ka ans mil gaya huga... Aur aap k sath humari duaae hai aur rahegi bas aap aus Quran ki aayat ko kasrat se pdha ki jiye....
samaira Group: Members  Joined: 12th Mar, 2012  Topic: 25  Post: 143  Age:  23  
Posted on:15th Mar 2012, 11:30pm
 

H.A.S








ji shayad apki post nahi ayi yahan..mujhe ap phle ek baat batade..kya ap shia ho ya sunni??..cuz yeh 'Nad e Ali' jo apne padhne ko kaha hai uska translation mai abhi padhi hun usmeh yeh likha hai k 'call ali' jab hum koi b cheez direct Allah se maang sakte hai toh hum q kisi r ko pukare??..jab humare rasool(s.a.w) se zyada nek is duniya meh koi nahi naahi koi auliya ambiya jab humare rasul(s.a.w) ne hi kehdiya hai k jo bhi mangna hai Allah ta'ala se mango direct mango mai srf unka messenger hun mai tumhare liye kuch nahi karsakta jo b karsakte hai bus Allah pak hi karsakta hai toh baki sab log secondary hote hai hum unko q pukare hum q unse yeh kahe k woh Allah se request kare jabki humkhud Allah ta'ala se direct baat karsakte hai?as a muslim mujhe apko yeh batana zaruri tha isiliye maine batadiya bus...surah talaq ki 2 n 3rd ayath kab padhna chahiye?mai yeh padhungi inshallah cuz yeh quran ki ayath hai..r maine isi forum meh padha hai k roz 'ya musabab ul asbab' 500 times padhe koi bhi mushkilat k liye kya yeh kisine padha hai??
samaira Group: Members  Joined: 12th Mar, 2012  Topic: 25  Post: 143  Age:  23  
Posted on:15th Mar 2012, 11:39pm
 

H.A.S








APNE JAISE BATAYA K ladhka jab kisi ko sch meh chahta ho lekin uske liye usse b badhker koi r cheez uske liye imp hojaye tab aise halat hojate hai k woh use chodhneper majbur hojayega..mera b case kch isi tarha hai woh apne parents k liye sacrifice karna chahte hai cuz woh yeh bolte hai k agar unki maa ko kch hojaye unke is faisle ki wajah se toh woh sahi nahi hoga maa baap unke liye mujhse pehle hai unki maa hrt patient hai..lekin mujhe insabse koi prblm nahi hai har ladhke ko apne maa baap ko phle rkhna chahiye lekin mai bus ithna chahti hun k woh unhe manaye pyar se hi sahi bus manaye unke maa baap ko is tarha haar na manjaye is tarha apne khushiyo ko sacrifice na karle cuz mera dil janta hai k mai unse jithna pyar karti hun shayad koi r ladhki na kar paye mai apni saari lyf srf unke naam per jeena chahti hun bus Allah mera saath dede.(Ameen)..mai unko bht khushiyan dena chahti hun unke har hurdles meh saath dena chahti hun r kch b compromise krlungi unke liye inshallah..lekin mujhe is baat ka dar hai k kahin koi r ladhki unko ithna pyar na karske ya unko hurdles meh chodhker na chalejaye..isse humsabke lives kharab hojnge na mai khush na woh..
H.A.S Group: Members  Joined: 16th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 467  Age:  19  
Posted on:15th Mar 2012, 11:49pm
 

Samaira ji....

Yes, main shia hu aur aap ne jo qus kiya hai aus ka ans kafi aachi trha se Religion K thread main mil jaie ga ...But phr bhi aap satisfy huna chahte hu tu chatting thread main aa jao..... Bcoz agr yaha aus ka ans dete baithe tu irrelevant post hu jaie ga... And main ne kaha ki agr aap jaante hu tu wo pdhe warna aap ki taklife Quran ki aus Aayat se bi solve hu jaie gi inshaALLAH ......
H.A.S Group: Members  Joined: 16th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 467  Age:  19  
Posted on:15th Mar 2012, 11:52pm
 

Samaira...

Jis trha se aap ne bataya ki aun janab ki majburi hai jo sach main kabil e kabool bhi hai.... So , aap bas aun se yahi kahaye ki wo apne parents kn samjhaye..... Allah hum sab ki mushkile aasan famaye...Ameen.
samaira Group: Members  Joined: 12th Mar, 2012  Topic: 25  Post: 143  Age:  23  
Posted on:15th Mar 2012, 11:59pm
 

H.A.S








apsab mujhe bus apni dua meh yadh rakhe..aisa lagta hai k is thread meh r koi nahi hai?kya pata chala hai ke naaz ki shaadi kisse hui hai?
H.A.S Group: Members  Joined: 16th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 467  Age:  19  
Posted on:15th Mar 2012, 12:07pm
 

Samaira...

Ok ...Wo(naaz) ais k baad se kabhi online hi nai mile so pta hi nai chala..... But hu skta hai kisi modretar ko pta hu...Main pouch kar agr mauqa mila tu aap ko bta do ga...
samaira Group: Members  Joined: 12th Mar, 2012  Topic: 25  Post: 143  Age:  23  
Posted on:15th Mar 2012, 12:13pm
 

H.A.S








hmm..mujhe unka post dekhkar acha ni laga cuz woh b isi takleef se guzre hai jisse mai guzarrahi hun..acha yahan chatting thread kahan hai?..r kya apki age 18 hai? yehtoh ghalat hogaya na?mujhe is site k bareh meh kuch nahi pata isiliye poochrahi hun..
H.A.S Group: Members  Joined: 16th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 467  Age:  19  
Posted on:15th Mar 2012, 12:22pm
 

Samaira....

Aap ko jaha religion and culture topic jaha par hai i mean medical forum categories list main ausi main aap ko chatting ka topic mile ga but yaha chatting aisi trha huti hai... Aap waha jana aur jo pahela hi topic hai"membars that are friends chat here" main jaa kar post kar dijiye agr koi online huga tu aap ko replay kar de ga... Ok..
samaira Group: Members  Joined: 12th Mar, 2012  Topic: 25  Post: 143  Age:  23  
Posted on:15th Mar 2012, 12:28pm
 

H.A.S








okay...
sarah12 Group: Members  Joined: 17th Mar, 2012  Topic: 0  Post: 6  Age:  22  
Posted on:17th Mar 2012, 6:10pm
 

to Sarah

salam mai ny pochna tha k sarah hain aik first page py unho ny aik wazifa bataya hai YA MUSABBIBAL ASBAAD YA LATEEFU....... kya yeh ASBAAB hai ya ASBAAD ??? second yeh k kay YA MUSABBIBAL ASBAAD aur YA LATEEFU alag alag perhna hai ??? plz help me if some1 can thank u !!
samaira Group: Members  Joined: 12th Mar, 2012  Topic: 25  Post: 143  Age:  23  
Posted on:18th Mar 2012, 9:36am
 

sarah12








'YA MUSABAB UL ASBAAB' sahi hai..which means "the one who causes/affects a favorable outcome" r wazeefa is tarha padhna hai.."Ya Musabab ul Asbab ya Lateefu' 500times

Ya Lateefu( O the most Affectionate) is a name of Allah
samaira Group: Members  Joined: 12th Mar, 2012  Topic: 25  Post: 143  Age:  23  
Posted on:18th Mar 2012, 9:38am
 

H.A.S








H.A.S ji apne bataya tha mujhe k surah talaaq ki 2nd r 3rd ayath ko padhe..kya yeh kisi b waqt padhsakte hai ya har namaz k badh r kithni baar padhna hai plz bataye..jazakAllah
sarah12 Group: Members  Joined: 17th Mar, 2012  Topic: 0  Post: 6  Age:  22  
Posted on:18th Mar 2012, 12:35pm
 

Samaria

thank u samaria !! Allah ap ko khush rakhy aur ap plz dua kijye ga mery liye
samaira Group: Members  Joined: 12th Mar, 2012  Topic: 25  Post: 143  Age:  23  
Posted on:18th Mar 2012, 3:08pm
 

sarah12








jab ek musalman takeleef meh ho toh dusre musalman ka kaam hai k woh uski madad kare..Allah per bharosa rakhe..woh apne bando ko let down nahi krta hai jab hum use let down nahi krte bus insan se ghalti hojati hai phr sahi rasta apnale r Allah se dua kijiye woh zarur sunega humari(Ameen)ap bhi mujhe apni dua meh yadh rakhe...mujhe lagta hai k ap bhi wahi prblm meh hai jismeh mai hun...but dun loose hope sarah...inshallah everything vil b alryt..!!
H.A.S Group: Members  Joined: 16th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 467  Age:  19  
Posted on:18th Mar 2012, 4:25pm
 

Samaira ji...

Salaam, surhe talaaq ki jo maine aayat kahi wo Rasool saww se wabasta hai aur ais ka zkr kar books main hai and ye aayat fajr ki namaz k baad pdhe tu behtar hai ya phr kisi bhi namaz k baad aise pdha jaskta hai aur kitni bar pdha jaye ais ka zikr nai milta ,bhtr ye hai k subh k faqt aise pdha jaye.....Aur khaas taor par aayat no. 2 main jaha se "Wamaie yatakilahh......"se start kare aur aayat no. 3 k end tak pdhe .... Shukriya...
H.A.S Group: Members  Joined: 16th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 467  Age:  19  
Posted on:18th Mar 2012, 4:29pm
 

Sarah12

I agree with samaira....Jo aunhu ne kaha sahi hai...Aur apni har namazo k baad dua kra kijiye beshak Wo har ek ki sonta hai ....Aap ki har mushkilaat aasan hu...Ameen
1 2 3 4 5 6 7 8  >>
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012