siyah posh Chalo yahan ab sahi discussion kertay hain...
Tum ne mujh se pocha k iss riwayat ki sanad kiya hai aur tum keh rahay ho k yeh riwayat sirf shia aqaid mein hai... Ab mein tumhain bohat hi asaan kaam deta hoon... Tum ne jo yeh naam likhay hain,tum inn ko apnay hi dharam ki books se Ahle Bait a.s mein shamil hua dikhao... Aur mein tumharay hi dharam ki books se Panjtan Paak a.s ko Ahle Bait a.s dikhaon ga aur woh bhi bohat se riwayaat se aur sahih riwayat se bhi :P Bolo manzoor hai ?? Ab atay hain tahreef per... tehreef aur taghayur wa tabadul k waqeaa honay main Quran, TORAIT aur INJEEl hi ki terah hai aur munafqeen ummat per musalat ho ker hakim ban gai hain woh QURAn main Quran main tehreef kernay k baray usi tareeq per chalay hain jsi per BANI ISRAEL thay (FASAL UL KHITAB, PAGE 70 BA HAWALA BUNIYAAT PAGE 62) Iss kitab ka mein ne aaj tak naam hi nahi suna aur agar tumhain arabic aati hai to mujhay batao k fasal ul kitab ka matlab kiya hai ??
Mein ne tujhay pehlay hi kaha tha k sunni sunai baaton per yaqeen ker k yahan mat paste kiya ker werna sharmindagi ho gi..mujhay bata k iss book ka writer kon hai ?? wo Quran jo Jibrael AS Nabi SAW per le ker nazil huway thay us main 17000 ayaat thin(ASOOL KAFI PART 6 PAGE 75 & PAGE 56) Dekha maar di na dundi :P
Tu ab khud scan page dikhay ga iss ref. ka ya mein tujhay dikhaon ?? Kiun k tu ne translation mein dundi maari hai... Kher mein tujh se issi per sawal pochta hoon k yeh kahan likha hai k mojooda quran mein 17000 ayaat hain ?? Beshaq hum mantay hain k Hazrat Jibrael a.s 17000 ayaat hi le ker aaye...kiya tu unn mein mansookh ayaat add nahi karay ga ?? Yeh total ayaat ki baat ki gaye hai k Hazrat Jibrael a.s total kitni ayaat le ker aaye... Unn mein se kafi mansookh ho gaein aur jo mansookh nahi huin woh aaj bhi Quran mein mojood hain... Aur Quran agar kabhi life mein perha ho to surah Baqra verse 106 perho jis mein Allah swt ne saaf bataya hai k jo ayaat mansookh hoti hain uss ko ya to hum bhula detay hain ya naye ayat latay hain....ab tu bata k kiya Quran ki ayaat mansookh nahi hui thein ?? Dekho mein ne pehlay bhi shayed tujhay kaha tha k shia aqeeda tumhari soch se bohat balater hai,tum loagon ka itna mayaar hi nahi hai k tum shia aqeeda ko samajh sako...tum loagon ko jab itni se baat samajh nahi aaye k yahan total ayaat ki baat ho rahi hai jab k bohat hi common se baat hai,phir tumhain sharai masail kahan se samajh aaein ge ?? asal Quran main se bohat sa hissa SAQIT ker diya gaya hai ( SAAFI sharah ASOOL KAFI PART 6 PAGE 75 & PAGE 56 ) Dekho beta poori riwayat likho,sirf aik jumla ker k tum loagon ko gumrah kerna chahtay ho ??
Yahan poori riwayat likho jis mein sanad bhi ho gi :P un tamaam riwayat per ashaab ka itefaaq hai jo btati hai k Araab main Quran main tehreef ki gai ( ASOOL KAFI PAGE 65) Mujhay yaqeen hai k tujhay yeh baat bhi samajh nahi aaye ho gi aur yahan bhi tu ne aadhi riwayat quote ker k apnay baap dada ki terha dundi maari hai :P
Kher mein issi per baat ker leta hoon,tu itna bata k kiya Rasool Allah saww k zamana mein Quran per araab thay ?? Ya usman ne jab quran jamah kiya aur baaki quran jala diya,kiya uss waqt araab tha ?? Jahil insan araab lagaye thay hajjaj bin yousaf saqfi ne,aur ussay kiya pata tha k Quran kaisay nazil hua aur kaisay perha jata tha jab k woh to bohat baad ki baat hai... Ab ussay jaisa acha laga uss ne araab lagaye aur yeh araab k masla to tumharay dharam ki books mein bhi mojood hai..phir shia per hi ilzam kiun ?? Aur araab ki ghaltion per etiraz kerna woh tahreef nahi kehlai jati jail insan jis per hamari behas ho rahi hai :P yeh bat sabit ho chuki hai k jo Quran humaray pass hai yeh bilkul usi terah nhn hai jis terah Nabi SAW per nazil huwa tha is main kuch hissa aisa bhi hai jo Allah k Quran k khilaf hai aur kuch hissay main taghayur aur tabadul ho chuka hai aur bohat si cheezain nikal di gai hain (TAFSEER SAAFI BAHAWALA EHSAN UL FATAWA PART 1 PAGE 75) Yeh tafseer shayed meray paas laptop mein kahin pari hai,mein part 1 ko check kerta hoon aur phir iss per comments doon ga...
Quran main se jo kuch nikala ya tehreef kiya gay aya badla gaya hai us k biyaan main jaun to baat lambi ho jai gi aur woh cheez zahir ho jai gi jis k izhaar ki TAQAIYA ijazat nhn deta ( EHTIJAAJ TIBRI PRINTED IN IRAN PAGE 128 & 75)
Quran main kuch aisi batain bhi hain jo Allah ne biyan nhn ki hain (EHTIJAAJ TIBRI PAGE 25 &81) Yeh writer kon hai iss book ka ??
Aur yeh kis doar mein tha ?? iss ki detail zara mujhay do.. yeh sab hawalajat tumhari hi kitabon se hain in ko jhutlaao gay ab
aur jab nhn kjhutlaa sako gay to aajao gay history per ya phir galiyon per ya aur kuch nhn to thread delete kerdo gay
kiun tumhari yehi auqaat hai
tum log islam se bohat bohat balkay bohat hi door ho aur yahudiyat k bohat nazdeek Aray yeh kuch bhi nahi hai,mein iss se ziada tumharay dharam ki books se doon ga :P
Tum fikar mat karo abhi to shuruwaat hui hai... Tum kis Islam ki baat ker rahay ho ?? Woh jis mein yahudion ki terha hath bandh ker ibadat ki jaye ?? Agar tum iss ko Islam keh rahay ho to hum waqai aisay bidati deen se bohat door hain...
|