Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

  Cirrhosis Of Liver | Jigar Ka Sukarna In Urdu
Cirrhosis Of Liver | Jigar Ka Sukarna In Urdu
HIV And Aids Causes And Treatment
HIV And Aids Causes And Treatment In Urdu
Mumps Treatment In Urdu
Mumps Treatment In Urdu
Measles In Urdu | Khasra
Measles In Urdu | Khasra
 
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
 
    Start New Topic  My Profile
 

plz answer me in islam

Social Problem
 
 
 
samar jan Group: Members  Joined: 10th Jan, 2012  Topic: 5  Post: 7  Age:  19  
Posted on:24th Feb 2012, 9:03am
 

plz answer me in islam

kisi ko pata ho to ply bataye. islam main kitna haq meher bivi ko daina chahye.
yashfeen Group: Members  Joined: 17th Nov, 2011  Topic: 2  Post: 531  Age:  25  
Posted on:24th Feb 2012, 9:19am
 

meher

meher ki raqm apni haisiyat k mutabiq ada karni chahiye. ap chahe tu zyada se zyada bhi de skte hai, ya kum se kum bhi...no limit! mujhe malum nai kab aur kise kaha tha.. lkn ek martaba huzur s.a.w. Ne ek admi se sirf apni biwi ko kuch sureh yaad karane k liy kaha tha mehr ki raqm k badle...subhanallah. agr biwi chahe tu meher maf bhi kr skti hai, apni khushi se
yashfeen Group: Members  Joined: 17th Nov, 2011  Topic: 2  Post: 531  Age:  25  
Posted on:24th Feb 2012, 9:19am
 

meher

meher ki raqm apni haisiyat k mutabiq ada karni chahiye. ap chahe tu zyada se zyada bhi de skte hai, ya kum se kum bhi...no limit! mujhe malum nai kab aur kise kaha tha.. lkn ek martaba huzur s.a.w. Ne ek admi se sirf apni biwi ko kuch sureh yaad karane k liy kaha tha mehr ki raqm k badle...subhanallah. agr biwi chahe tu meher maf bhi kr skti hai, apni khushi se
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 106  Post: 5527  Age:  53  
Posted on:25th Feb 2012, 1:07am
 

agreed with yafsheen

1. mahar ki raqam koi fixed nahi hai... yeh zero se lekar sone ka pahaaR tak hosakta hai... zero mahar ki wohi soorat hai jo yafsheen nay hadees maiN bayaan ki hai k mahar k badlay kuch qurani aayat sikhla di jayaiN

2. mahar aurat ka HAQ hai...woh jo chaahay talab karsakti hai... mahar aurat (yaa oskay wursaa) talab kartay haiN aur mard iss par agree karta hai. matlab yeh k jiss amount par bhi donouN agree hojayaiN, wohi mahar durust hai

3. waisay mahar mard ki hasiyat k motaabiq hona chaahiyeh... baaz ahaadees k motaabiq Nabi kareem saw nay apni tamaam zaujah (hamari ummahaatul momeneen RA) ka mahar 40 goats k mosawi dia tha ... aj bhikoi mard at least apni 6 month ya 1 year ki income k barabar to mahar de.

4. indo pak maiN muslim gharaanay maiN aik aur rewayat /culture bhi hai k laRkay walay larki walay ko kapRay alag detay haiN, sonay k zewraat alag detay haiN aur mahar alag... haqeeqat maiN yeh teenouN hi mahar (i.e. marital gift) haiN.

5. hamaray haaN laRki waloun ki taraf say laRkay ka joRa yaa oski raqam bhi di jati hai, aur laRki apnay saath jahaiz bhi lay jaati hai. yeh donoun bojh laRki waloun par wajib nahi hai aur laRkay waloun ki taraf say talab karna to aur bhi ghalat hai

wallaho aalam bissawab
1
 
 
 
Gall Bladder | Pitta
Gall Bladder | Pitta
Stomach Problems And Treatment
Stomach Problems And Treatment
Cirrhosis Of Liver | Jigar Ka Sukarna In Urdu
Cirrhosis Of Liver | Jigar Ka Sukarna In Urdu
HIV And Aids Causes And Treatment
HIV And Aids Causes And Treatment In Urdu

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.

© Copyright 2003-2017 www.forum.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us