Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
Posted on:23rd Oct 2010, 5:47pm
Masturbation Is Harmful for Health & Married Life
Ismain koi shak nahi hai k masturbation zehni aur jismani sehat k liyain nuksan deh hai khuwa wo mard ho ya aurat dono k liyain, jinki sehat achi hoti hai wo masturbation ko tab tak acha samajhte hain jab tak k usmain wo sab batain namodaar nahi hotin jinki shikayat loag is forum pe akar kartay hain,
ye darj zeel factors regular masturbators par lagoo hotay hain, likin ye baat bhi ehem hai k ek baar agar masturbation karli jae tou phir us say apka pecha churana mushkil hota chala jata hai jab tak k apkay andar Strong Will Power na ho.
Physical Factors:
weight loss, eyesight weakness, balon ka girna, kamar main dard, kamar ka patla hona, jism k gosht main dhela pan ajana, ankhon k gird halkay, gaal pichak jana, dubla jism, kolon (hips) ka bilkul hi kam hojana, demaghi kamzori, yaad daasht ki kamzori, jismani kamzori, saans ka pholna yani jaldi haanpna, jism ki phurti khatam hojana ,neend ka wakt par na ana, neend ki kami etc
Psychological Factors:
Masturbation karne k baad gandi baton main zyada dil lagta hai(yehi wojohaat phir baad main masturbation pe uksati hain), yani porn movies ya sex scenes dekhna, nangay naach ganay, behaye pe mabni programs tv series etc..iskay ilawa females ko shehwat se dekhna, har wakt sex ka sochna, guilty soch hojana after masturbate, neend ka wakt par na ana, neend ki kami etc
iskay ilawa baaz loag porn movies aur sex scenes dekhne ki wajah se apne partner k ilawa dosri aurtton se bhi sex karne main dilchaspi lene lagtay hain.
Marriagial Factors:
kisi bhi kism ka sexy material dekhne ya parhne se demagh fantasy (tasawwurati romance/sex) ka aadi hojata hai, jab real sex ki bari ati hai tou wo fantasy real sex enjoy karne nahi deti aur app fantasy k zaryai hi satisfaction hasil kartay hain, is hi tarha porn/sex movies dekhne walay shadi k baad apne partner k saath movie laga kar sex karnay main enjoy feel kartay hain warna nahi karpatay.......
baaz loag masturbation ki wajah se intercourse main dilchaspi kho dete hain kyun k unko enjoyment sirf masturbation se hoti hai intercourse se nahi.
Males Erectile disfunction Problem: Masturbation ahista ahista penis se uski errection chein leti hai aur wo dhela par jata hai aur apko shadi k baad pata lagta hai jab app sex karne k kabil nahi rehte, kyun k intercourse main zarorat hoti hai strong hard penis ki, jab k masturbation aur ghair zarori erection se hard penis ka khaatma hojata hai.
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
Posted on:23rd Oct 2010, 5:56pm
For Muslims: Masturbation Is Haram (forbidden) Also
oper bataye hoe batain thi.n kuch misalain jismani demaghi o azdawaji nuksanaat ki mushtzani k hawalay se, Islam jo yahan pe anay walay zyada tar members ka mazhab hai, mundarja zeel quran aur hadees k evidence ki roshni main hamain pata lagta hai k Masturbation Haraam Bhi Hai.
...isliyain as a muslim, hamain tamaam haraam kamon se bachna chahiyai ,Knowledge is power, hamain apne deen k hawalay se bhi knowledge rakhni chahiyai k aya jo kaam hum kartay hain wo sahi bhi hai k nahi........
Ruling on masturbation and how to cure the problem
Masturbation (for both men and women) is haraam (forbidden) in Islam based on the following evidence: First from the Qur’aan: Imam Shafi’i stated that masturbation is forbidden based on the following verses from the Qur’aan (interpretation of the meaning):
"And those who guard their chastity (i.e. private parts, from illegal sexual acts). Except from their wives or (the captives and slaves) that their right hands possess, - for them, they are free from blame. But whoever seeks beyond that, then those are the transgressors." 23.5-7
Here the verses are clear in forbidding all illegal sexual acts (including masturbation) except for the wives or that their right hand possess. And whoever seeks beyond that is the transgressor. "And let those who find not the financial means for marriage keep themselves chaste, until Allah enriches them of His bounty." 24.33.
This verse also clearly orders whoever does not have the financial means to marry to keep himself
read the full article in the following link
source1
http://www.islam-qa.com/en/ref/329/masturbation
Masturbation Is Not Permissible In Any Case:
Extreme in masturbating is not permissible in all cases, for the following two reasons:
1. it would be resorted to not as a case of extreme necessity to
release the tension and the pain resulting from sexual arousal, but to
fulfill the sexual desire, and
2. it is harmful to one's health, and whatever is physically harmful is not allowed in Shari`ah, according to the consensus of the Muslim scholars.
Meah abi tuk jo jaan payaa hon or jo study ki hay or jo medical sience kehti hay masturbation say koi noqsaan nahi hota lakin chonky masturbation Islam meah Haram hay , khod luzti kurna theek nahi jub kay Allah nay Quran meah apni Shuram Ghahoo apny sex organs ki hifazat kurny ka hokum deya hay, Shuram ghahoo ki hifazat meah yeh bhe bat aa he jati hay kay jo log masturbation kurty hen woh ek turah say Gonah kay mortakib ho ray hen,
Masturbation 99% Males unmarried kurty hen jo kehty hen hum nahi kurty Jhoot bolty hen, Dur ussul masturbaiton jub Islam meah Gonah hay or Pakistan meah Hukeemo or Jehli Doctors jo hen ono nay etnaa duraa deya hay kay masturbation kurny wala ek turaaf Deeni tor pur zumeer ky bar bar mulaamat kurny say moshkil say dochaar hota hay or dosri turaf osko apni future life or wedding night meah nakaami ka khoof mar data hay jis ki wajaa say woh apna self confident khoh data hay,
Sex kay under confidence Major part adaa kurta hay , agur ap pehly say he nakaami ko apna moqudur bunaa layin gay tu kamyaabi kay chances 10% bhe nahi ho sukty, bar bar masturbation kurny walo ko erection ek dum nahi hoti yaa stress ki wajaa say onko problem ka samnaa kurna purta hay,
Kisi bhe kam ko agur ehtadaal say keya jay tu koi problem nahi hota, lakin masturbation kay bori aadut ka shikaar boys jo din meah kai bar masturbation kurty hen onko esky koch na koch disadvantages zuror ho sukty hen,
Ek tu woh Personal Hygiene ka khiyaal nahi ruk pata,jis ki waja say kisi tura ki infection ho sukti hay, bar bar bina proper lubrication kay masturbation kurna penis ko bhe noksaan ponchaa sukta hay, or Muzhabi tori pur Gonah or Nudamat ka ehsaas osy alaag purashaani say duchaar kurta hay jisy woh apna confidence kho data hay jiski waja say woh stress ka shikaar ho jata hay or osy in future poor erection or dosri tura kay problems ka samnaa kurna purta hay,
any way Hitman ap nay bot acha article likhaa hay log essy articles ko read kurin or apny ap ko jetnaa ho sukty buchayin , Masturbation say buchny ka asaan hul yeh he hay kay esaa koi sex material , films letrature read nahi kurin, Na mehram girls say telephonic gupsup nahi kurin apny ap ko essy gonaho say buchaa kur rukhin or apny aap ko jetna ho sukty busy rukhin,
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
Posted on:25th Oct 2010, 8:32am
rEp|~ 2 Logoun K Behkawon main na ayen
Masturbation karnay walay achi tarha wakif hain apne upper honay walay nuksanaat se isliyain ye batain unkay liyain hain jo masturbation k daldal main phanstay jarahay hain.
Medicle science us zaviyai se masturbation ko sahi karaar deti hai jab ek app haftay main ek baar karain ya mahinay main 1 baar kaain, likin amoman aesa mumkin nahi hopata, loag masturbation jab 1 baar karlete hain tou phir unka apne upper control mushkil hojata hai aur unka zara zara se shehwat barhanay wali baton pe masturbation karnay ka mood ban jata hai...
khas kar males masturbators main, maslan agar kisi larki ko be parda dekh lain tou foran se unka dil karay ga masturbation ha, agar tv pe kuch dekh lain, filmon main dekh lain ya kahin bhi dekh aur parh lain tou wo jaagnay wali khuahish ko masturbation se bhujae baghair nahi rehsaktay......
upper jo batain bataye gae hain wo 6 saal ki tehkeek ,observation aur islamic sites ko parhne k baad hi bataye gae hain.
kuch loag lougon ko bharkanay ki koshish kartay hain k masturbation achi adat hai haram nahi hai ya is say nuksan nahi hota, tou unkay liyai arz hai k masturbation general principle of shari'aah k against jati haii .wo is tarha
1. masturbation ek normal tareka nahi hai sexual satisfaction ko doar karne ka.
2. jo chez harmfull ho kisi ki sehat k liyain, zehni o jismani ,shari'ah main ijazat nahi uski.
aur
Hamaray pyaray Nabi (P.B.U.H) farmatay hain:
"O
youth, whoever of you is able to marry, let him marry, for it prevents
forbidden stares or lapsing in adultery. And if he cannot marry, let him
observe fasting, for it is a shield against evil." (Sahih Al-Bukhari, English Translation, Vol. 7, Book 62, Hadith no. 4; Sahih Muslim, Book 008, Hadith no. 3231)
ye hadees clearly show karti hai k shadi nahi hosakti tou roza rakho.....
kuch loag kehte hain k mani ki theliyan bharh jati hain is liyain unko kharij karney k liyain masturbation k izarorat parti hai, tou unki maloomat k liyain arz hai k unko kharij karney k liyain ehtilaam ka tareka kaar Allah talah nay pehle se hi peda kia hoa hai apko khud se mushtzani kar k unko khali karne ki zarorat nahi hai......
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.