Circumcision In Islam - Why Circumcision Is Performed?
asalam o alikum dr sahab many apki site parha bhoat accha laga lakin iss ma cab kuch hanay k bawajood 1 cheze ki lami abi bie hay woh hay khatna larkoon k khatnay kiyoun r kis faiday k liya karaie jatay hain? khatna karana koyoun zarori hay? nahi karanay say kiya faida r nuksan hay tafcil sy r jaldi jawab dain plz. ...............................
asalam o alikum
app ki site parha kafi kushi hoie aur accha laga/
iss ma saree chezain tu hain lakin larkoon k khatnay k baray main kuch nahi r nahe maray say pahlay kise nay discus ki
main ya janna chahata hoo k larkoo ka khatnay karana kiyoun zarori hay? kiya faiday khatnay karanay ka?
or agar khatnay nahe karaie jain tu kiya faida r kiya nukksan hay?]
plz pori tafsill k sth jaldi jawab dain
|