sobia777 |
Group: Members Joined: 25th Sep, 2007 Topic: 55 Post: 178 Age:
23
|
|
Posted on:11th Oct 2008, 4:59am |
|
|
Circumcision - What Is The Proper Age Of Circumcision?
bacchay ki khatna kis waqt karvani chahyee agr bacha 5 pound ka paida huva ho to kis waqt karvani chayee?
|
goodman |
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 59 Post: 7344 Age:
32
|
Blocked |
Posted on:11th Oct 2008, 5:01am |
|
|
ok islamic rules kay mutabaq 7th day bachay kay khtanay kerwa danay chahay......wasay mujay lagta ha kay Allah nay app koo son diya ha |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:11th Oct 2008, 5:24am |
|
|
sobia wowwwwwww
kia ap ka beta hua hai
mubaralk ho bht bht
ye bat Drs ziada behter bata sktey hain...jub wo dkehtey hain k baby ka weight aur baki condition bilkul nomral hai to wo khatnay k liye permission dey detey hain |
goodman |
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 59 Post: 7344 Age:
32
|
Blocked |
Posted on:11th Oct 2008, 5:33am |
|
|
ok zeb kee batt be dursat ha........agree with zeb bahi......... |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:11th Oct 2008, 5:45am |
|
|
goodman thanks jaani |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:11th Oct 2008, 5:55am |
|
|
sobi dear aap ko bohat bohat Mubarak ho :) sobi dear 5 paound ka baby weak hota hae lekin agar us ki achi tarah care ki jaye to babay chila main hi bohat jald weight gain karleta hae aur healthy hojata hae aur cicumcise k liye baby ka zara healthy hona zaroori hae ta ke blood nikalne ki waja se woh mazeed weak na hojaye. aap ki doc aap ko behtar mashwara de sakti hain . |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:11th Oct 2008, 6:03am |
|
|
sobia im agreed to maryam
ap ne bataya nahi k ap ka beta kub hua hai?
:-) |
Dr. Adeel |
Group: Members Joined: 27th Jul, 2008 Topic: 0 Post: 346 Age:
31
|
|
Posted on:11th Oct 2008, 6:15pm |
|
|
Sobia Yeah tu Doctor Baby ko dekh ker he batasakey ga, bcz hum yahan aap key paarey paarey munney sey Cute sey baby ko nhi dekh sakte na, tu phir exact kaisey batain. |
peace full |
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 30 Post: 437 Age:
23
|
|
Posted on:11th Oct 2008, 10:39pm |
|
|
hmm ! Allah aap ko aagle saal InshaAllah 10 pound ki Bachi ata Farmaye Ameen... taake ye problem aap ko face na karni pare...thank u |
pinky7861 |
Group: Members Joined: 06th Oct, 2007 Topic: 44 Post: 1348 Age:
|
|
Posted on:11th Oct 2008, 11:28pm |
|
|
sobia Maira baita bhi 5.1/2 pounds ka tha jab paida houa aur kaafi kamzor tha, lakin dr. nay uss kay paida hotay hi pahlay aik ghantay main uss ka khatna kia tha. Aur choonkay itna bacha bohat taizi say sehatyaab hojata hay, tu wo mashallah 3,4 din main basically theek ho gaya tha, jabkay aik hafta main bilkul normal ho gaya tha.
Doctor kay mutabik, aik normal bachay ka khatna jitni jaldi kerwain wo itni hi jaldi theek ho jata hay, lakin aik shart per!!!! kay safaai ka hayal bohat ziada rakhain. Ager aap apnay baitay ko hood feed kerwa rahi hain, tu uss main baymaari kay hilaaf lernay walay achay geraseem ziada houn gay aur wo aasaani say baymari ka shikaar bhi nahi ho ga. Bas aik baat note ker lain, kay ager sahatmand bacha chahyay tu apnay haath aur bachay kay haath saaf rakhain aur jo bhi ussay touch keray un sab kay haath bhi saaf houn. inshaalah aap ko koi masla nahi ho ga, aur jab gandgi nahi ho gi tu kahtna ka zakhm herab nahi ho ga. |
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4638 Age:
37
|
|
Posted on:12th Oct 2008, 6:41am |
|
|
sobia pehle to apko bohat bohat Mubarik ho.
khatne jitni jaldi ho jayen utna behtar rehta hai bachon ke lye aur utni jaldi cover bhi kar jate hain.aur ap fikar na karain.ap ka baby bohat jaldi healthy ho jayega :) |
baseer84 |
Group: Members Joined: 01st Aug, 2008 Topic: 1 Post: 34 Age:
29
|
Blocked |
Posted on:14th Oct 2008, 5:00pm |
|
|
7yrs -10yrs mein kaaraye yaadgar rahega aap 7 se 11yrs ke umer mein kareye gaa aap ke ladke ku acha yaad rahega |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:15th Oct 2008, 1:54am |
|
|
baseer ur answer is wrong
itni bari age mein nahi kerwana chahiye...bcoz bari age mein ziada takleef hoti hai |
simple484 |
Group: Members Joined: 14th Oct, 2008 Topic: 2 Post: 42 Age:
29
|
|
Posted on:15th Oct 2008, 3:53pm |
|
|
kya aap ke ladke ka khatna hua Assalamalaikum sobia,
kya aap ke ladke ka khatna ho chuka hai, ya abhi time hai.
|
khan_80 |
Group: Members Joined: 09th Mar, 2007 Topic: 8 Post: 2604 Age:
33
|
|
Posted on:16th Oct 2008, 10:26am |
|
|
circumcision
About Circumcision: There are two schools of thoughts: One says that it should be done as soon as possible due to less pain, less movements, and easy+early+fast healing process. But the other says that delay it atleast for 3months untill the baby gains weight and is a little stable to overcome the stress related to this process. I personally favors the first one.
also read:
|
simple484 |
Group: Members Joined: 14th Oct, 2008 Topic: 2 Post: 42 Age:
29
|
|
Posted on:16th Oct 2008, 1:13pm |
|
|
khatna Salam Dr. khan,
ye joo america mein khatna hooti hai,,,kya woh same hai jo india/pak mein hoti hai. Kyon ke mein ne iss ka procedure ek paediatric lady doctor se sunaa ,wooh ek meri cousin new mother koo samja rahee thee procedure before doing her newborn circum
humnee dekha tooh nahi magar ghar ke mard hazraath gaye uss ke sath operation room mein.
mein ne sunaa thaa jo nai(barber) kartee hai ...kya woh sahi hai, yaa clamp laga kar ye kartee soo
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:17th Oct 2008, 4:42am |
|
|
sobia ap ne hi sawal kia tha na
heheheh
leyn ji
ye hal hai
jinhon ne sawal kiyta wo to bhag hi gayen
us k abd wapis hi nahi ayin
na koi response diya hai na reply
barey afsos ki bat hai
mujhey aise members bilkul achey nahi lagtey jo sawal ker k jawab hi nahi dey detey |
sobia777 |
Group: Members Joined: 25th Sep, 2007 Topic: 55 Post: 178 Age:
23
|
|
Posted on:17th Oct 2008, 6:51am |
|
|
zeb ap baat zara tariqqy say kia karain
barey afsos ki bat hai
mujhey aise members bilkul achey nahi lagtey jo sawal ker k jawab hi nahi dey detey
mai nay koi theka nahi ly k rakha hua ap ko reply karnay ka ainda is tarha bat mat kijye ga koi kis problem mai ho koi kis tension mai ho koi kis paraishani mai ho koii masla ho ap ko to jawb hi chaye
|
sobia777 |
Group: Members Joined: 25th Sep, 2007 Topic: 55 Post: 178 Age:
23
|
|
Posted on:17th Oct 2008, 6:52am |
|
|
galt fehmi mujy abi tak baby nhi hua mai kisi aur k lye ye question kar rahi thin sorry mairi waja say sab ko galt fehmi hui |
sobia777 |
Group: Members Joined: 25th Sep, 2007 Topic: 55 Post: 178 Age:
23
|
|
Posted on:17th Oct 2008, 6:58am |
|
|
i m in big problem and tension maira ultrasound 16 oct ko kiya gaya jis k mutabiq mujy 40 weeks ho gai hai lakin abi tak baby nhi hua dr nay muy 22 oct EDD di hai lakin mujy abi tak koi halchal feel nhi hui kisi kisam ka koi dard nahi hua mujy maira baccha 22 tak paida ho gana?
dr mujy 22 ko admit kar lain ge ager isi tara chalta raha to please kuch kahyee ap loog aur dr mujy darr lag raha ha hai miri age 17 hai dr ka khayal hai ki mairi normal delevery ho ge ap log mujy guide karain kia kuch masla to nhi ho ga na mujy daar lagta hai |
|