Ali Baba 40 Chor Aur Supreme Court Of Pakistan
Pakistan ek Turaf Deh-shut Ghurdi ki Dul Dul meah phunsaa hay or oski Awaam Menghaai kay chongul meah phunsi hay or Hukamraano nay Corruption ka Bazaar Ghuram kur rukhaa hay or President House meah Ali baba or 40 choro ka Qubzaa hay or dosri turaf Parlamint meah Hizb-a-Iqtadaar or Hizb-a-ikhtalaaf mil bant kur khaa ray hen. Ameer ameer say ameer tur hotaa jaa rahaa hay or Ghureeb ghureeb say ghureeb tur. Mojoodaa Hukomaat or mojooda Sudar-a-Pakistan pakistan ki history meah ek siyaa bab ruqum kur ray hen , Jumhooriyaat meah aamriyaat ki azeem misaal paysh ki jaa rahi hay jis meah sary chor Iqtadaar ki korsi tuk ponchaa deyeh gay.or es wakat pakistan Hukomaat ali baba or 40 chor ka roop dhaar choki hay. Supreme court or Honorable chief Justice of pakistan Pakistan meah roll of law or constitution pur amal duraamud kurwanaa cha-huty hen jub kay Hukomat a Pakistan might is right or apni Taqat kay nushi meah Ferhoniyaat or Qarooniyaat jesi khamiyoon say malaa maal ho choki hay or supreme court say mahaaz araai ki koshish kur rahi hay, Oljuno Meah ghery pakistan ko or Qurzoo meah Jukri awaam ko or Ghorbat Ki chuki meah pisit awaam ko es wakat choro , Ghuddaro, Mufrooro,Qatiloo ki Hukomaat or Leadership nahi cha-yeh, Pakistan Army or supreme court dono ko apni zimadari ka suboot daty howy juld uz juld binaa election kay es leader ship ko budulnaa cha-yeh or koi respectable, Leader as president nominate kurna cha-yeh or choro ko pabund-a-sulaasal kur kay onsy ek tu lotaa howa pesaa wapis leyaa jay or dosra benazeer bhoto kay qutal ki tufteesh remand hasil kur kay kee jay
|