Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Veer Article: Money And Mani

Articles   >>  Sex Articles
Male Enlarged Breast
Gynecomastia and Its Treatment
Acne
Acne Homemade Remedies - Better, Cleaner, Cheaper
Teeth Whitening
Is Tooth Whitening Bad for Your Teeth?
Gum Disease
How to Treat Gum Disease – Get Healthy Teeth
Veer Group: Members  Joined: 12th Oct, 2011  Topic: 85  Post: 4718  Age:  29  
Posted on:10th Dec 2009, 11:25pm
 

Veer Article: Money And Mani

Money and Mani

Article by Veer

Humhare han nojawan nasal tabah hoti ja rehi hai.jis cheez ke pechey jana chahein wahan jate nehin.aur jis cheez ke pechey nehin jana chahein wahan zaroor jana passand karte hain.

Duniya mein rehne ke liye pasia sab se zaroori cheez ban giya hai.es ko hum english mein money kehte hain.aur dosri taraf aak aur cheez hai woh hai mani.lekin yeh mani dosri mani hai jise english mein semen kehte hain.

Aap ko yeh son kar ajeeb lage ga ke mani esi cheez hai jo asli money ko khaa jati hai.humhare han no jawan bhut pareshan hain es mani ke liye.kisi ki mani patli hai.aur koi kehta hai bhut zaida thick hai.ajeeb baat to yeh hai ke jis ki ghaadhi hai woh bhi pareshan hai k thick kyun hai?aur kisi ko zaida mikdaar mein chahein, aur koi kehta hai ke os ka color nehin acha.yellow hai.ya phir white.

Semen ke hawale se bhut sare no jawan pareshan hain.aur es pareshani ko woh bimari samuj bethte hain.aur os k ilaj ke liye koi acha sa doctor ya hakeem talash karne lagte hain.

Doctors par ese logo ko yaqeen nehin hota.lehaza hakeem ke hathey char jate hain.aur hakeem sab bhi in no jawan ka concept clear karne ke bijaye apni jaib ka concpet clear kar lete hain.wese on ka bhi koi kasoor nehin.onhe khud nehin pata hota ke kya sehi hai kya ghalat.

Lehaza no jawan nasal apni, apne maa baap ki kamayi yani money es mani ke chakaro mein zaiya kar dete hain.mager farak phir bhi nehin parta.balke mazeed masle nikalne lagte hain.

hakeem hazraat ki aak bhut pyari line hai jo dil ko choo leti hai."save your money, pokit ki aur body ki"

kya koi bata sakta hai koi esa hakeem hai jo apni body ki mani(semen) ko save kar ke dekhaye?

Body ki mani ko save karte karte nojawan nasal pokit ki money save nehin kar pate.sara din har waqt mani ke bare mein sochte hain.even khana bhi esa khate hain jis se mani par effect ho.matlab mani ghaari ho.zaida mikdaar mein banney lage.

Milk shake peete hain.deit achi se achi lete hain.sirf semen ke liye.lekin esa kuch nehin hai.aak baat yaad rakhe ke jism ko achi gaza mele gi to body ka aak aak hisa sehat mand ho ga.semen chahe thin ho ya phit think koi mayini nehin rakhti.semen mein sperms acount value rakhte hain.

jism mein rozana koi na koi chaging ati rehti hai kabhi humahra face ka rang kala hone lagta hai aur kabhi goora.kabhi humhara pait nikalne lagta hai aur kabhi hum smart hone lagte hain.kabhi even jab soba uthey to humhari awaz bhi thodi change hoti hai.

yeh sab baatein aak aam si baatein hain jiney hum nehin sochte aur sochna bhi nehin chahein.esi tarha semen bhi koi sochne wali cheez nehin hai.semen aak aam se cheez hai jo kabhi khatam nehin ho sakti lekin es mein changing ati rehti hai.

kabhi thin kabhi thick aur kabhi yellow kabhi white.insan saans ki waja se zinda hai na ke semen ki waja se.jo boys rozana ya 2 din ke baad must zani karte hain on ki semen patli hoti hai kyun ke semen jama nehin hoti aur discharge ho jati hai.

semen ko thick karna chahte hain to musht zani karna choor de khud ba khud semen ghaadi ho jaye gi.semen ka yellow hona bhi pareshan hone wali baat nehin.age ke sath sath semen ka color white se yellow hone lagta hai esa sabi mardo ke sath hota hai.

lehaza es hawale se pareshan ho kar apni pokit money ko zaiya na kare.wohi paise jama kare apne future ke bare mein sochey.

save your money only pokit ki.


Written Veer

Read My Other Articles: 




love bird Group: Members  Joined: 06th Nov, 2008  Topic: 73  Post: 1169  Age:  36  
Posted on:10th Dec 2009, 1:02pm
 

Veer

a very nice effort.....interesting
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 249  Post: 4241  Age:  37  
Posted on:10th Dec 2009, 2:12pm
 

money and money

agree with veer

good article

dom_man Group: Members  Joined: 13th Mar, 2009  Topic: 68  Post: 1275  Age:  33  
Posted on:10th Dec 2009, 5:24pm
 

good one

i like the title as awell.money and mani.
Azfar-K Group: Members  Joined: 01st Mar, 2009  Topic: 3  Post: 772  Age:   
Posted on:10th Dec 2009, 5:24pm
 

re:

Nice article.

dom_man Group: Members  Joined: 13th Mar, 2009  Topic: 68  Post: 1275  Age:  33  
Posted on:10th Dec 2009, 5:26pm
 

addition to that

kuch log forum per mani(semen) ko money likhtay hain,which sounds funny. agar penis se money ejaculate hoti tau masturbate kernay wallay karor pati hotay.LOLz
1
Abortion Facts
Abortion Information and Abortion Facts
Teenage Abortion Dangers
Teenage Abortion Dangers - Warning For Teens And Parents
Tragedy of Abortion
Abortion - the Untold Tragedy of Abortion
Myths About Abortion
Mysterious Myths About Abortion
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012