re App kay sawl ka assan jawab yah hay kay medical yah koi aur opinion islam say berh ker sachhai nahi batta sakta. Jab must zani kay baray main yah islam main kaha gya hay kay sirf ussi soorat main ki ja sakti hay jab zina ka khetra ho yani jab aap her bat azma chukay hain, yani roza, porn movies say perhaiz, aur ankhoun ki haya ko qaim rakha hay lakin phir bhi aap bayqaboo ho rahay hain tu yah ki ja sakti hay lakin iss tara kay aadat na bana li jay.
Ab doctor kuch bhi kahtay rahain kay yah nuqsaan dah nahi hay wagaira wagaira tu un ka kia hay, aaj wo yah kah rahay hain ka nai research jab yah kahay gi kay yah kaam na kero iss say nuqsan hota hay , tu doctors iss say mana kerna shuru ker dain gay. Iss liay aap kisi ki baat na sunu aur jaisa islam main bataya gaya say bas uss ko zahen main rakho.
ok |