affan |
Group: Members Joined: 14th Feb, 2007 Topic: 2 Post: 2 Age:
30
|
|
Posted on:26th Feb 2007, 1:36am |
|
|
Night Fall: How Can I Gain Energy And Save My Health?
Salam Aliekum Dr. Sir i have suffer in nightfall from previous 5 year now i fell weakness in my sexual health.there is no hardness in my penis and if i think about sex i free very soon just 1 minute. plz advice me i have leave masterbution. plz advice me how can i take my energy and save my health. Your Sincer Affan Mirza
|
atypk |
Group: Members Joined: 27th Feb, 2007 Topic: 1 Post: 19 Age:
34
|
|
Posted on:27th Feb 2007, 12:35pm |
|
|
Please Read The Book On Noor Clinic Web please read books "book for all" and "book for men" you will find answer from it too. I think there is some confusion or tension in your mind that creating this problem. consult psychiatrist he can help you to get rid of this problem. for increasing time stop and go technique help too. |
Dr Rizwan |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 1 Post: 519 Age:
46
|
|
Posted on:27th Feb 2007, 4:40pm |
|
|
You need no treatment You are advise to read: EHTALAAM PROBLEM
Nocturnal Ejaculation (Ehtalam) is a normal physiological phenomena and need no treatment.
You are advise to read
about Masterbation Though
masturbation has no harm
and need no treatment
but We do not suggest to do masturbation. You should
control on your mastur-bation habbit
Less timing is called
Pre-mature-ejaculation (PE). PE is a term used only for married
people not for mastur-bating people. As you are unmarried then you are not suffering from PE and need no
treatment at all. Premature ejaculation is a term used for married
people and it can be treated with the help of wife. So unmarried people
neither label as patient of suffering from premature ejaculation nor he can
be treated because he has no wife (wife is necessary for treatment).
|
sunnyahmed |
Group: Members Joined: 10th Jan, 2010 Topic: 0 Post: 1 Age:
28
|
|
Posted on:10th Jan 2010, 4:00am |
|
|
ahtlam hlello salam , mera masla ye hay mujhay ahtlam kuch ziada he hota hat , pochna ye hay kay kia is say nuqsan hota hay kia
|
muzass |
Group: Members Joined: 17th Sep, 2009 Topic: 20 Post: 63 Age:
22
|
|
Posted on:10th Jan 2010, 6:36am |
|
|
wah wah sunny Ahmed wah wah ones more wah wah hello then salam wah..
bhai aap kis dunia k hai pehli baat aap naam is tarha ka baanaye hai k kya baataao laeve it.aur hadees me aaya hai ke pelhe salaam karo phir baat aur aap pehle hello baad me salaam wah janab .bhai hum musalman hai aur hume musalamn ki tarha rahena chahiye .sry agar aap ko bura laga hoto.
nightfall se kuch bhi nuqsan nahi hai Albatta isse faida hi hai. |
eagle fly |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2010 Topic: 74 Post: 2115 Age:
|
|
Posted on:12th Jan 2010, 8:48am |
|
|
sunny ahmed Read this
Important Announcement For New Members |
healthy_04 |
Group: Members Joined: 20th Jan, 2011 Topic: 3 Post: 9 Age:
24
|
|
Posted on:23rd Jan 2011, 2:44pm |
|
|
Ehtlem Hi Eagle dear i am new member me ne ek question kia tha how checked mY answer? plz reply i am wating |
eagle fly |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2010 Topic: 74 Post: 2115 Age:
|
|
Posted on:23rd Jan 2011, 2:50pm |
|
|
healthy_04 Aap ka question Unmarried Boys Category main hy. jis category main sawal post karain wahan par usi category main jaa k check kia karain Aap ko Aap ka thread mil jaega. koshish kia karain k Relevant category main question post karain.
Ehtelam And Drops |
irfanchand |
Group: Members Joined: 27th Jan, 2011 Topic: 0 Post: 3 Age:
27
|
|
Posted on:27th Jan 2011, 7:14am |
|
|
irfan hi ..mjhe roz rat mai ehtalam ho jata hai ...or din mai bhi panis se mani k qatre nikalte rehte hain...mai kia karo kuch hal btay?
|
eagle fly |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2010 Topic: 74 Post: 2115 Age:
|
|
Posted on:28th Jan 2011, 12:37am |
|
|
Ehtelam (Nocturnal Ejaculation) Read: Ehtelam |
zakke |
Group: Members Joined: 24th Dec, 2011 Topic: 1 Post: 6 Age:
29
|
|
Posted on:24th Dec 2011, 10:27pm |
|
|
effect of ahtlam sallaam,
janab pehle b aap ki site ka visit kr chuka hon . but muje real prb he . me shuro he se ehtlam k marz me mubtala ho gya tha . abhe age 28 he or sahdi b kareb he mene koi galat kam kabhi nahi kia sirf ehtlam kasrat se hota tha muje ab bohat weakness hey . hardness nahi . khara nahi hota . ab is ka kia ilaj karo barso se ilaj k liey ghom raha hon kuch nahi faida howa . koi mre liey suggestion kisi brother ki taraf se so plz shear with me . thanks |
zakke |
Group: Members Joined: 24th Dec, 2011 Topic: 1 Post: 6 Age:
29
|
|
Posted on:2nd Jan 2012, 7:38pm |
|
|
if ehtlam does not has any side effect so why i am suffering . sallam thanks for you suggestion ali bhai . but boss masla yeh he k yeh sab practically feel howa hey koi weham b nahi . 2nd mene kabhi masturbation nahi ki bs jo b howa ehtlam ki waja se howa he . ab ap yeh batein pehle b to erection foran ho jati thi ab kio nahi hoti or kis hosle se shadi karon jab yeh sab kuch feel hota he . or ab muje ehtlam ka masla nahi raha ab normal ho gaya he but last 13 yr se jo kasrat se ehtlam hota tha uski waja se muje lagta he yeh sab howa . muje koi aisa banda he bata dein k jo yeh sab masla face krta tha or shadi k bad wo normal hey use koi prb nahi hoi . plz guide line cheay aap ki . thanks |
zakke |
Group: Members Joined: 24th Dec, 2011 Topic: 1 Post: 6 Age:
29
|
|
Posted on:5th Jan 2012, 8:49pm |
|
|
try to explain thanks ali bhi . sir ji me explain krna chounga k basic prob kia hey . actually shoro agr he se jab adulthood me enter ho raha tha to kuch mind me galat feed ho gaya tha i dont now erection boaht hoti thi kuch b normal sa b koi song ya kuch deakh lon . phr ehtlam bohat hota tha phele to pata he nahi tha hey kia phr pata chal kuch dosto se to yeh b pata chal k health k liey bad hey or yehin se mardana kamzori ka b pata chala muje yaad he akhbar me kuch hakemo ki mashore ate they logo ko wahan parh k or mind me beth gaya is kamzori ka or opr se ehtlam boaht ziada hota tha some time month me 15 to 17 hota tha yeh baat dimag me beth gai thi k is ko control nahi kia to kamzori ho jaey gi . or tabiat me shyness itni thi k kisi se discuss b nahi kr sakta tha phr himmat kar k kuch hakemo se medison li but koi faida nahi howa or yeh silsila chalta raha or ek time me jab k muje koi prb nahi thi sab set tha ehtlam he tha but mere mind me yeh beth gaya k me mardana kamzori ka shikar ho gaya hon or sahdi k kabil nahi raha or yeh baat zehan me beth gai or ab yeh hall real me hogaya hey ehtlam to ab nahi hota but erection bilkul nahi rahi aap ne pucha k kisi gunah ka socho to erection hoti ho to sach yeh hey k kuch khas nahi hoti or han jab apni fiance se baat karta hon to muje kuch drop ajate hein mani k nahi i dont know use kia kehte hein water ki tarhan but grease type hota hey . or agr koi movie me ziada hot scene dekh lon to bardast nahi hota i mean leak ho jati he but us time b erection itni nhi hoti us k bina he hojata hey . to yeh sorat e hal hey. dr sahib ki bool me ehtlam se related chapter parha wahan unho ne ek baat jo weham k bare me describe ki hey to muje bs aisa he lagta he k galat information ki waja se weham ka marez hogaya tha or use weham ki waja se real me yeh sab howa . to kia suggest karenge muje ap |
ωειικпοωи |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 48 Post: 3374 Age:
25
|
|
Posted on:6th Jan 2012, 12:51am |
|
|
Some Psychological Analysis Dear Zakke, mujhe ye parr kar bohot apsoos huwa ke aap ne Fraudulent Hakeemo ka saath liya.. aisa aap ko bilkul bhi nahiN karna chahye tha! Inn hakeemo ki dawaya, aur aap ke zehen ki soch, na-mardaangi ke hawale se, aap ke sab se baraye dushman rahaiN, iss sare safar/course maiN. Bohot dukh ho raha haiN ke aap ne ek Clinical Psychologist ko dekhna sahi nahiN samjha aur doston ke kehne pe hakeemo ke paas jaate rahaiN.
mera mashwara aap ko: Iss mashware se ehtelam wapas aah sakta haiN.. Raat ko sote waqt, 1, se 2 glass paani piya karooN, sone se aadha gantha pehle. (ehtelam ke liye zaroori haiN) After sometime ayega, lekin aye ga zaroor... Koi bhi Musht zani aap nahiN kar saktaye, haata ke, penis se bhi mat khelna...
Ab aate haiN aap ke zehni tasawuraat par, aur zehni amal par: toh dear ye saara masla, baaqi sab batoon se baraah haiN. Aap apne zehaiN maiN aisi koi baat na laye ke aap ko koi bhi bemari, problem ya pir aap shadi ke liye UNFIT haiN, kyun ke aisa kuch bhi nahiN he. Aap shadi ke liye bilkul fit haiN. Fiancee se baat karte waqt, jho waterly grease mention kia haiN aap ne usko kehte haiN, qatra qatra, discharge drops, ye ana bilkul normal haiN.. Site map check kar sakte haiN, right top corner par, unmarried boys section maiN aap ko ye sab par ne ke liye mil sakta haiN, urdu maiN bhi, English maiN bhi, theek haiN? Filhaal ye aap bilkul zehaiN se nikaalde, ke aap ko koi bhi erection ka masla haiN, kyun ke mere nasdeeq aisa koi masla aap ko nahiN he.. lekin zehaiN ko itminaan dilana bohot zaroori haiN..
Aap na khayal rakhye ga. Allah Hafiz |
zakke |
Group: Members Joined: 24th Dec, 2011 Topic: 1 Post: 6 Age:
29
|
|
Posted on:9th Jan 2012, 8:07pm |
|
|
thanks for really helpfull advice's wellknown thx for you comments .. bs hakemo k pass gaya coz zehan mutasir tha or kuch na kuch to krna tha but mene koi ziada routine nahi banai thi un k pass jane ki kher jo howa so howa abhi present ko deakhna hey . aap ki advice boht effective hein but ehtlam se to bari mushkil se jaan chuti he . hota to muje ab b he but kam like month me ya us se ziada time me ho jata he or kabhi kabhi month me 2 ya 3 baar b ho jata hey . magr bs jo erection ka masla he hardness ka uski waja se paresahn hon . or zehan ko kis tarhan is baat pr agree karon k i am 100% fit yeh samaj nahi ata is k liey koi guide line ho to zaror shear karein . baki sirf yeh puchna he k kisi treatment ki muje zarort he ya nahi mene wese dr ko dikhya tha us ne b same he kaha jo yahan pata chala k koi prb nahi sab thek he . muje is platform pr koi ek member mil jaey jo is sare marhail se guzra ho shadi se pehle jis se me guzra raha hon hon or sahdi k bad use koi prb nahi hoi ho to i think zehan to 100% positive ho jaey ga abhi bs absorb nahi kr pa raha yeh sab . kher bohat thanks for given me time . and keep remember me in your prayers . thanks . |
sillent |
Group: Members Joined: 05th Feb, 2012 Topic: 1 Post: 2 Age:
23
|
|
Posted on:7th Mar 2012, 1:23pm |
|
|
nigth falit aslam.o.alikam sir jis din mara body temptcr ziyda hota us rat ehtlam ho jata hai ya har 2 din bad ho jata hai sir pleas muje koi achi c advice day ta ka main apni health aur life ko acha kar sako app ki bahot mahrbni hoo gayi app ki dowao aur advice ka talbgar M.Sartfaraz |
|