Please Solve My Un-Understandable Problem
Asalam-o-alaikum dear friends main is fourm main new user houn mara masla aik ajeeb-o-ghareeb masla aap loog bhi kahen ga k ya admi jhoot bool kar sab k sath mazaq kar raha ha nahin Allah Janta ha k main bahoot bari Mushkal main houn please aap log mujhey acha mushwara de kar mari help kro.
main 23years ki age main houn laken ye bemari mujh ko 6years ke umer se ha mare bemari ye ha k jab main bathroom main nahane k lia jata houn agar sardi ka mosam ho or pani b thanda ho to jism per pani party he mara Penis Baghair Erection k Baghair Discharge kar deta ha, or agar thandi hawa chal rahi ho main nahane k bad tilet se niklte he same Problem hoti a thandi Hawa ya Thanda Pani dono Halat main ye mare sath hota ha,
or doosra ye ha k main jab exercise karta houn to tab b aisa ho jata ha bends lagane k dooraan main ne aaj tak is bemari ka ko illag nahi karwaya or na he ye Khud choor Rahi ha mari hight 5f and 11 Inches ha our mara wazan 86KG ha laken mara Penis Erected Condition main 5Inches se b Kum ha or baqi Ehtlaam waghara sab Poore time per hota ha mari body dekh kar koi b ya nahi k sakta k ye admi mariz ha ya is ka size itna choota ho sakta he main is ki waja se shadi nahi kar raha or Dowa karta hon k agar ya theek ho jay ga to shadi karoun ga warna kisi ke zindgi kharab nahin karoun ga. Please agar koi is bemari k bare main janta he to mujhey batay or ye k size ka masla kesy hal hoga. Thanks
|